Sehra
Kabhi Gulshan Bane Jeevan Mera
Roshan Kabhi Andhero Mein Rasta Mera
Sehra Kabhi Gulshan Bane Jeevan Mera
Roshan Kabhi Andhero Mein Rasta Mera
Jeene Ke Liye Chahiye Sahara Sahara
Sehra
Kabhi Gulshan Bane Jeevan Mera
Roshan Kabhi Andhero Mein Rasta Mera
Sehra
Kabhi Gulshan Bane Jeevan Mera
Roshan Kabhi Andhero Mein Rasta Mera
Jeene Ke Liye Chahiye Sahara Sahara
Har Chehre Mein
Har Aankh Mein
Zinda Hoon Par
Anjaana Hu
Duniya Se Hoke Bekhabar
Aasmaa Ke Gun Gaata Hu
Dhool Hai
Kabhi Rango Se Pur Hai Ye Faza
Bulandi
Kabhi Basti Mein Hai Jeena Mera
Jeene Ke Liye Chahiye Sahara Sahara
Apnon Ka
Na Begano Ka
Aazad Hu In Raaho Ka
Na Koi Gham
Na Hai Khushi
Jeena Hai Kya
Bas Bekhudi
Dhoop Hai
Kabhi Chaanv Thikana Hai Mera
Phulo Mein
Kabhi Kaanto Mein Hai Daaman Mera
Jeene Ke Liye Chahiye Sahara Sahara
Sehra
Kabhi Gulshan Bane Jeevan Mera
Roshan Kabhi Andhero Mein Rasta Mera
Jeene Ke Liye Chahiye Sahara Sahara
Sahara Sahara Sahara Sahara
Sahaara Song Lyrics from the movie/album Sandesa - I (Ali Haider) released in the year 2018. The song Sahaara was sung by Ali Haider
Share your thoughts