Sabhi Ko Khuda Ki Song Lyrics from the movie/album Dilbar released in the year 2016 starring Rishikesh Raj, Mamta Kulkarnin. The song Sabhi Ko Khuda Ki was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by B. Krishna Rao. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Sabhi Ko Khuda Ki Lyrics

Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Judayi Ne Mara
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara

Tu Jane Gazal Hai, Tu Jane Wafa Hai
Tu Jane Gazal Hai, Tu Jane Wafa Hai
Magar Ye Zamana Bada Bewafa Hai
Magar Ye Zamana Bada Bewafa Hai
Zamane Ki Is Bewfayi Ne Mara
Zamane Ki Is Bewfayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara

Mujhe Rat Din Yu Teri Yaad Aayi
Teri Yaad Aayi
Mujhe Rat Din Yu Teri Yaad Aayi
Tere Naam Ki Maine Di Hai Duhayi
Tere Naam Ki Maine Di Hai Duhayi
Tere Naam Ki Is Duhayi Ne Mara
Tere Naam Ki Is Duhayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara

Mohabbat Pe Isne Kayamat Ye Dhayi
Mohabbat Pe Isne Kayamat Ye Dhayi
Haya Is Zamane Ko Hargiz Na Aayi
Haya Is Zamane Ko Hargiz Na Aayi
Zamane Ki Is Behayai Ne Mara
Zamane Ki Is Behayai Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Judayi Ne Mara
Sabhi Ko Khuda Ki Khudayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara
Mujhe Yaar Teri Judayi Ne Mara.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Laxmikant pyarelal, Sabhi ko khuda ki khudai ne mara, Sabhi ko khuda ki khudai ne, Laxmikant, Sabhi ko khuda ki khudai ne mara song, Sabhi ko khuda ki ne mara ((sad song)) dilbar(1994) alka yagnik, Pyarelal ji sharma, Sabhi ko khuda ki khudai ne mara mujhe yaar teri judai ne mara, Alka yagnik kumar sanu, Sabhi ko khuda ki khudai ne mara mujhe yaar teri judai ne mara status, Kumar sonu 90s songs sabhi ko khuda ki ne mara ((sad song))|| dilbar(1994)|| alka yagnik, Sabhi ko khuda