Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rahna
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rahna
Apne Hamesha Apne Rahenge
Iske Bharose Mat Rahna
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rahna
Saawan Ka Mahina Aate Hi
Baadal To Chha Jaayenge
Saawan Ka Mahina Aate Hi
Baadal To Chha Jaayenge
Har Haal Me Lekin Barsenge
Iske Bharose Mat Rahna
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rahna
Suraj Ki Maanind Safar Pe
Roz Nikalna Padta Hain
Suraj Ki Maanind Safar Pe
Roz Nikalna Padta Hain
Baithe Baithe Din Badlenge
Iske Bharose Mat Rahna
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rahna
Bahti Nadi Mein Kachhe Ghade Hain
Rishte
Naate
Husn
Wafa
Bahti Nadi Mein Kachhe Ghade Hain
Rishte
Naate
Husn
Wafa
Door Talak Ye Bahte Rahenge
Iske Bharose Mat Rahna
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rahna
Apne Hamesha Apne Rahenge
Iske Bharose Mat Rahna
Saaya Bankar Saath Chalenge
Iske Bharose Mat Rahna
Iske Bharose Mat Rahna
Iske Bharose Mat Rahna
Saaya Bankar Saath Chalenge Song Lyrics from the movie/album Mahek (Pankaj Udhas) released in the year 2018. The song Saaya Bankar Saath Chalenge was sung by Pankaj Udhas. The music was given by Ali Ghani. The lyrics were Penned by Hasti Mal Hasti
Share your thoughts