Saare Jahan Ke Samne Song Lyrics from the movie/album Main Tera Dushman released in the year 2016 starring Sunny Deol, Jackie Shroff. The song Saare Jahan Ke Samne was sung by Alka Yagnik, Shabbir Kumar. This movie/album was directed by Vijay Reddy. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to T-Series

Saare Jahan Ke Samne Lyrics

Saare Jahan Ke Samne Ikarar Kar Liya
Saare Jahan Ke Samne Ikarar Kar Liya
Are Abb Jo Ho So Ho Hamne Pyar Kar Liya
Apna Tumhe Jeevan Sathee Svikar Kar Liya
Apna Tumhe Jeevan Sathee Svikar Kar Liya
Are Abb Jo Ho So Ho,
Abb Jo Ho So Ho Hamne Pyar Kar Liya
Saare Jahan Ke Samne Ikarar Kar Liya

Hoor Jannat Ki Tujhko Dekhe Toh
Hoor Jannat Ki Tujhko Dekhe Toh,
Husn Par Tere Woh Bhi Jal Jaye
Main Toh Insan Hu Devatao Par,
Roop Ka Tere Jaadu Chal Jaye
Teri Preet Mein Rab Ka Bhi Deedar Kar Liya
Saare Jahan Ke Samne Ikarar Kar Liya
Apna Tumhe Jeevan Sathee Svikar Kar Liya

Paas Tu Hain Jab Koi Manzil Kya
Paas Tu Hain Jab Koi Manzil Kya
Sath Tu Hain Jab Koi Sahil Kya
Tera Ghar Aangan Jab Mila Mujhko,
Duniya Walo Ki Koi Mahafil Kya
Dono Jahan Ki Khushiyo
Par Adhikar Kar Liya
Saare Jahan Ke Samne Ikarar Kar Liya
Apna Tumhe Jeevan
Sathee Svikar Kar Liya

Ek Pal Bhi Sahi Na Jaye
Abb Hamse Teri Doori
Duniya Walo Se Le Li
Teri Chahat Ki Manjuree
Ho..har Pahara Uth Jayega
Deevar Hain Jo Tutegi
Re Maine Mana Liya Kismat Ko
Tu Mujhse Kya Ruthegi
Sabke Dil Me Hamne Ghar Taiyar Kar Liya
Saare Jahan Ke Samne Ikarar Kar Liya
Are Abb Jo Ho So Ho Hamne Pyar Kar Liya
Apna Tumhe Jeevan Sathee Svikar Kar Liya
Are Abb Jo Ho So Ho Hamne Pyar Kar Liya
Saare Jahan Ke Samne Ikarar Kar Liya
Saare Jahan Ke Samne Ikarar Kar Liya.

Share your thoughts

Tauba tauba jab tujhe (sonic jhankar) | main tera dushman | udit naryan & anuradha paudwal, Tere mere pyar ki kahaniya hain tu, Main matti ka gudda tu sone ki gudiya jhankar, Tere mere pyar ki kahaniya hain, Tu sone ki gudiya main matti ka gudda, Tere mere pyar ki kahaniya, Main matti ka gudda tu sone ki gudiya, Main matti ka gudda hindi song, Main mati ka guda, Main matti ka gudda, Main matti ka gudda.com, Main matti gudda song, Kahaniya, Main matti ka, Master of killer