Saanson Ke Song Lyrics from the movie/album Raees released in the year 2017 starring Shah Rukh Khan, Sunny Leone. The song Saanson Ke was sung by Krishnakumar Kunnath (K.K). This movie/album was directed by Rahul Dholakia. The music was given by Aheer ForJAM8. The lyrics were Penned by Manoj Yadav. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Saanson Ke Lyrics

Saanson Ke Kisi Ek Mod Par,
Mili Thi Tu Zindagi,
Meri Dost Ban Ke.

Chal Diya Teri Baat Maan Kar,
Tera Hath Thaam Kar,
Tujhe Saathi Chun Ke,

Main Kis Manzil Ka Raahi Hoon,
Tu Kin Raahon Pe Layi Hai,
Samajh Paun Na Main Tujhko
Na Tu Mujhkooo,

Jo Namanzoor Hai Mujhko,
Wohi Manzoor Hai Tujhko,
Samajh Paun Na Main Tujhko,
Na Tu Mujhkooo,

Aa…aa…aa…aa…aa…

Jo Le Liya Tha Tune Faisla,
Zameen Pe Aasma Mein Rakh Diya,
Main Chhaon Mein Lapete,
Dhoop Ko,
Kaha Jo Tune Kehna Kar Diya,

Chala Main Apni Manzil Ko,
Ja Tu Bhi Laut Ja Ghar Ko,
Samajh Paun Na Main Tujhko,
Na Tu Mujhko,

Jo Namanzoor Hai Mujhko,
Wohi Manzoor Hai Tujhko,
Samajh Paun Na Main Tujhko,
Na Tu Mujhko,

Aa…aa…aa…aa…

Share your thoughts

Saanson ke lyrics, Krishnakumar kunnath, Saanson ke, Saanson ke song lyrics, Saanson ke raees, Singer krishnakumar kunnath singer kk, Saanson ke official lyrical video raees kk, Saanson ke song, Saanson ke [slowed+reverb] raees - kk - lyrics - rame music, Raees, Krishna kumar kunnath, Sunny leone, Saanson ke kinaare bade tanha the, Raees shahrukh khan, Saanson ke cover by sunil deshar, #k.k. #shahrukh khan #raees