Roshni Roshni Hai Song Lyrics from the movie/album Mehfuz (Album) released in the year 2018. The song Roshni Roshni Hai was sung by Palash Sen. The lyrics were Penned by Gulzar

Roshni Roshni Hai Lyrics

Roshni Roshni Hain
Subah Ki Roshni
Subah Ka Nur Hai Ye
Dhup Ki Roshni
Umeedein Jab Jagati Hai
Sab Khilati Hain Roshni
Khwaabon Se Jo Uthaati Hai
To Bulati Hai
Doston Pukaro
Dhup Ko Utaaro
Roshni Hain Yaaron
Raah Mein Kahi Jo
Shaam Ho Gayi To
Dil Jalana Yaaron
Roshni Hai
Roshni Do
Roshni Do
Roshni Do

Aasman Aasman Hai
Ye Zameen Hai Zameen
Laakh Barse Aasman Ye
Zindagi Hai Yahin
Sadiyon Ka Ye Yaarana Hai
Dostana Hai Zindagi
Sadiyon Ne Isko Paala Hai
Ye Ujaala Hain
Doston Pukaro
Dhup Ko Utaaro
Roshni Hain Yaaron
Raah Mein Kahi Jo
Shaam Ho Gayi To
Dil Jalana Yaaron
Roshni Do Zindagi Ko
Roshni Do Zindagi Ko

Daana Daana Beejenge Zindagi
Ho Katra Katra Seechenge Zindagi
Zindagi Chalte Rehna Hai
Phalte Rehna Hai
Zindagi Roshni Do
Zindagi Ko
Zindagi Palte Rehna Hai
Phalte Rehna Hai

Doston Pukaro
Dhup Ko Utaaro
Roshni Hain Yaaron
Sehti Rehti Hain Ye
Behti Rehti Hain Ye
Kehti Rehti Hain Ye
Raah Mein Kahi Jo
Shaam Ho Gayi To
Dil Jalana Yaaron
Doston Pukaro
Dhup Ko Utaaro
Roshni Hain Yaaron

Roshni Do Zindagi Ko
Roshni Do Zindagi Ko
Roshni Do Roshni Do
Roshni Do Zindagi Ko
Roshni Do Zindagi Ko
Roshni Do
Roshni Do Zindagi Ko

Share your thoughts

Roshni, Palash sen, Suno aisha lyrics, Eder chader roshni, Suno aisha full song lyrics, Mehfuz (2006), Maula maula singham lyrics, Cross me lyrics, Na jane kyon hota hai song lyrics in english, Ed sheeran lyrics, Na jane kyon hota hai lyrics, Lyrics of na jane kyon hota hai, Toshi sabri best performance, Na jane kyon hota hai with lyrics, Aaj kal zindagi wake up sid lyrics, Na jane kyon hota hai lyrics in hindi, Chahoon bhi force lyrics