Roothe Roothe Saahab Mere Song Lyrics from the movie/album Muskurake Dekh Zara. The song Roothe Roothe Saahab Mere was sung by Sunidhi Chauhan. The music was given by Ranjit Barot. The lyrics were Penned by Mehboob

Roothe Roothe Saahab Mere Lyrics

Roothe Roothe Saahab Mere
Gusse Pe Hai Kurbaan Hum Tere
Roothe Roothe Saahab Mere, Gusse Pe Hai Kurbaan Hum Tere
Sun Le Rehbar Mere
(Tumane Hi Ishq Se Milwaaya, Hamein Sabak Pyaar Ka Padhwaaya
Aur Aankh Hami Se Ho Phere) – (2)
Roothe Roothe Saahab Mere

Saat Rang Khaab Hai Khaab Mein Aap Hai Ai Mere Hamnawa
Hai Mehal Dil Mera Hukm Hai Aap Ka Mere Hamnawa
Kadamon Mein Tere Abb Hum Thehare – (2)
Hai Teri Mohabbat Ke Pehare
Sun Le Rehbar Mere O O O….
Tumane Hi Ishq Se Milwaaya, Hamein Sabak Pyaar Ka Padhwaaya
Aur Aankh Hami Se Ho Phere
Roothe Roothe Saahab Mere

Phul Hai Haar Hai Os Hai Aag Hai, Sang Hai Ishq Ke
Ghum Bhi Hai Hai Khushi Ashk Hai Aur Haseen Rang Hai Ishq Ke
Har Rang Mein Sang Hai Hum Tere – (2)
Chal Saath Saath Lenge Phere, Sun Le Rehbar Mere O O O….
Tumane Hi Ishq Se Milwaaya, Hamein Sabak Pyaar Ka Padhwaaya
Aur Aankh Hami Se Ho Phere
Roothe Roothe Saahab Mere

Share your thoughts

Ranjit barot, Muskurake dekh zara, Sunidhi chauhan, Roothe roothe, Roothe roothe song, Ab chahe maa roothe ya baba song, Hemant chauhan garba, Muskurake dekh zara song, Muskurake dekh zara songs, Muskurake dekh zara (2010), Roothe, Hemant chauhan prachin bhajan, Dil toota koi jhoore lyrics, Gannu thara janu chenire, Lyrics, Hemant chauhan bhajan, Pakistani lyrics video, Muskurake, Hemant chauhan devotional, Kabir bhajan lyrics, Panbai bhajan lyrics