Rivaaj O Rasam Nibhane Kee Song Lyrics from the movie/album Gulmohar released in the year 2018. The song Rivaaj O Rasam Nibhane Kee was sung by Bhupinder Singh, Mitali Singh. The music was given by Bhupinder Singh

Rivaaj O Rasam Nibhane Kee Lyrics

Rivaj-o-rasm Nibhane Ki
Kya Zarurat Hain
Rivaj-o-rasm Nibhane Ki
Kya Zarurat Hain
Mere Ho Tum To Zamane Ki
Kya Zarurat Hain
Dilo Ki Rasm Dikhane Ki
Kya Zarurat Hain
Dilo Ki Rasm Dikhane Ki,kya Zarurat Hain
Ye Baat Sabko Batane Ki
Kya Zarurat Hain
Rivaj-o-rasm Nibhane Ki
Kya Zarurat Hain

Tum Aaoge To
Bahare Bhi Saath Aayegi
Tum Aaoge To
Bahare Bhi Saath Aayegi
Tum Aaoge To
Bahare Bhi Saath Aayegi
Ghulo Se Ghar Ko Sajane Ki
Kya Zarurat Hain
Ghulo Se Ghar Ko Sajane Ki
Kya Zarurat Hain
Rivaj-o-rasm Nibhane Ki
Kya Zarurat Hain

Pasand Aa Gaya Koi To Use Mil Lije
Pasand Aa Gaya Koi To Use Mil Lije
Pasand Aa Gaya Koi To Use Mil Lije
Kisi Haseen Bahane Ki
Kya Zarurat Hain
Kisi Haseen Bahane Ki
Kya Zarurat Hain
Dilo Ki Rasm Dikhane Ki,kya Zarurat Hain

Tum Aa Gaye Bhari Mehfil Me
Roshani Si Huyi
Tum Aa Gaye Bhari Mehfil Me
Roshani Si Huyi
Tum Aa Gaye Bhari Mehfil Me
Roshani Si Huyi
Bas Ab Charag Jalane Ki
Kya Zarurat Hain
Bas Ab Charag Jalane Ki
Kya Zarurat Hain
Mere Ho Tum To Zamane Ki
Kya Zarurat Hain
Rivaj-o-rasm Nibhane Ki
Kya Zarurat Hain
Mere Ho Tum To Zamane Ki
Kya Zarurat Hain
Rivaj-o-rasm Nibhane Ki
Kya Zarurat Hain

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Bhupinder, Singh, Gulmohar, Nibhane, Mitali, Rivaj, Rasm, Ki