Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Woh Kanha Na Rahega Song Lyrics from the movie/album Shaan- E- Khudaa released in the year 2018 starring Rajpal, Azra. The song Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Woh Kanha Na Rahega was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Nanubhai Vakil. The music was given by Iqbal Qureshi. The lyrics were Penned by Kaifi Azmi

Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Woh Kanha Na Rahega Lyrics

Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Bhukha Na Rahega
Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Bhukha Na Rahega
Dunia Me Rahe Hashar Me Pyasa Na Rahega
Rakhta Hai Jo Roza

Rahat Bhi Milegi Use Jannat Bhi Milegi
Jannat Bhi Milegi
Allah Ke Didar Ki Daulat Bhi Milegi
Daulat Bhi Milegi
Allahmein Or Bande Me Parda Na Rahega
Parda Na Rahega
Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Bhukha Na Rahega
Rakhta Hai Jo Roza

Rakh Logi Jo Roza To Karoge Na Khata Tum
Chahoge Na Dekhoge Na Sochego Bura Tum
Daman Pe Gunaho Ka Ye Dhabba Na Rahega
Dhabba Na Rahega
Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Bhukha Na Rahega
Rakhta Hai Jo Roza

Roze Ka Ye Matlab Hai Ke
Khairat Karo Tum Khairat Karo Tum
Bhukho Ki Madad Jisse Ho
Wo Bat Karo Tum Wo Bat Karo Tum
Tab Dil Me Tumhare Game Dunia Na Rahega
Game Dunia Na Rahega
Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Bhukha Na Rahega
Dunia Me Rahe Hashar Me Pyasa Na Rahega
Rakhta Hai Jo Roza

Share your thoughts

Bazme mahboob sajane mein maza aata hai lyrics, Rakhta hai jo roza, Asha bhosle, Manqabat lyrics, Rakhta, Aslam iqbal, Bazme mahboob sajane mein maza aata hai qari shahid, Shaan-e-khuda, Manqabat shahzada e ali akbar, Bazme mahboob sajane mein maza aata hai, Bazme mahboob sajane mein maza aata hai naat, Ghazal shakeri, Al khair islamic, Rasool allah ka roozah kesa hota tha?, Abida parveen yaar ko hamne ja baja dekha, Farhan ali waris manqabat, Haye ali akbar noha