Sagar Se Dharti Dharti Se Parwat
Parwat Se Uncha Gagan
Uncha Gagan Se Or Nahi Koi
Ek Rab Duja Sajan
Sagar Se Dharti Dharti Se Parwat
Parwat Se Uncha Gagan
Uncha Gagan Se Or Nahi Koi
Ek Rab Duja Sajan
Rab Se Sajan Se
Jhuth Nahi Bolna
Rab Se Sajan Se
Jhuth Nahi Bolna
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Rab Se Sajan Se
Jhuth Nahi Bolna
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Sawan Ki Rat Sajan Ke Sath
Bilkul Akeli
Saf Saf Bolo Kya Hai Paheli
Saf Saf Bolo Kya Hai Paheli
Le Baithi Dil Kar Baithi Pyar
Nar Albeli
Kaun Hai Wo Kaun Hai
Bolo Saheli
Kaun Hai Wo Kaun Hai
Bolo Saheli
Na Ji Na Uska Nam Nahi Bolna
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Is Pyar Ke Aage
Suno Mujhse Kahani
Joban Pe Aayi Iske Javani
Joban Pe Aayi Iske Javani
Sharmile Gal Mastani Chal
Uski Nishani
Tu To Nahi Wo Ladki Diwani
Tu To Nahi Wo Ladki Diwani
Yu Ghur Ke
Dekho Meri Or Na
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Rab Se Sajan Se
Jhuth Nahi Bolna
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Or Kisi Se Dil Ka
Bhed Nahi Kholna
Ye Mausam Hai Geeto Ka
Manmeeto Ki Preeto Ka
Aaj Ke Din Ka Mela Hai
Kal Paani Ka Rela Hai
Jane Kya Le Jayega
Jane Kya De Jayega
Chal O Dholi Dhol Baja
Kab Kya Hoga Kise Pata
Rab Se Sajan Se Juth Nahi Bolna Song Lyrics from the movie/album Jaan released in the year 2018 starring Ajay Devgn, Twinkle Khanna. The song Rab Se Sajan Se Juth Nahi Bolna was sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Anil Devgan, Manish Sharma, Raj Kanwar. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts