Raatein Song Lyrics from the movie/album Boondh released in the year 2016. The song Raatein was sung by Jal (Band). The music was given by Jal (Band). The music rights for song purely belongs to Tips Music

Raatein Lyrics

Yaad Hai Woh Saari Woh Saari Baatein
Raaton Mein Din The Din Thi Raatein
Toh Phir Yeh Jeevan Aisa Na Tha
Jaisa Hamne Socha
Toh Kya Yeh Bandhan Aisa Tha Kya
Jo Kabhi Toot Na Saka
Woh Baatein Baaki Thi
Woh Muskurahat Tumhari Thi
Woh Chahat Bhara Ehsaas
Labon Pe Baatein Hamari Thi

Anjane Raston Pe Jab Hum Saath The
Doston Ke Sang Bhi Apane Khwaab The
Toh Kya Yeh Jeevan Aaisa Na Tha
Jaisa Hamne Socha
Toh Kya Yeh Bandhan Aisa Tha Kya
Jo Kabhi Toot Na Saka
Woh Baatein Baaki Thi
Woh Muskurahat Tumhari Thi
Woh Chahat Bhara Ehsaas
Labon Pe Baatein Hamari Thi

Woh Muskurahat Woh Chahat
Labon Pe Baatein Hamari Thi
Toh Kya Yeh Jeevan Aaisa Na Tha
Jaisa Hamne Socha
Toh Kya Yeh Bandhan Aisa Tha Kya
Jo Kabhi Toot Na Saka
Dekh Ke Tujhko Yeh Kya Ho Gaya
Woh Muskurahat Woh Chahat
Labon Pe Baatein Hamari Thi.

Share your thoughts

Raatein, Irtaash kaali raatein lyrics, Bheegi bheegi si hai raatein lyrics, Raatein song, Akhiyan mila vanga lyrics, Chandni raatein song, Bheegi bheegi si hai raatein, Chandni raatein, Chandni raatein full song, Ashkk chandni raatein, Chandni raatein ashkk, Chandni raatein video, Raatein reprise songs, Chandni raatein status, Bang bang lyrics, Chhoti chhoti raatein song, Teri ban jaungi female version lyrics, Gangster movie songs lyrics, Raatein official music video