Raat Nashili Rang Rangili Mast Hawa
Ja Mere Chanda Unko Kahi Se Dund Ke La Raat Nashili
Raat Nashili Rang Rangili Mast Hawa
Ja Mere Chanda Unko Kahi Se Dund Ke La Raat Nashili
Unke Liye Ye Rup Suhana Pyar Ki Daulat Dil Ka Khajana
Unke Liye Ye Rup Suhana Pyar Ki Daulat Dil Ka Khajana
Hasna Gana Aur Bal Khana Hasna Gana Aur Bal Khana
Jhulf Mahakati Chal Bahakati Shokh Ada
Nind Na Aaye Naino Me Chaye Rang Naya
Ja Mere Chanda Unko Kahi Se Dund Ke La Raat Nashili
Raat Nashili Rang Rangili Mast Hawa
Ja Mere Chanda Unko Kahi Se Dund Ke La Raat Nashili
Unse Kahna Chain Na Aaye Yaad Tumhari Dil Ko Sataye
Unse Kahna Chain Na Aaye Yaad Tumhari Dil Ko Sataye
Chanchal Raina Biti Jaye Chanchal Raina Biti Jaye
Dekh Sajanva Pyar Ka Vada Bhul Na Ja
Ja Mere Chanda Unko Kahi Se Dund Ke La Raat Nashili
Raat Nashili Rang Rangili Mast Hawa
Ja Mere Chanda Unko Kahi Se Dund Ke La Raat Nashili
Raat Nashili Rang Rangeeli Mast Hawa Song Lyrics from the movie/album Chhoo Mantar released in the year 2018 starring Shyama, Anita Guha. The song Raat Nashili Rang Rangeeli Mast Hawa was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by M Sadiq. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar
Share your thoughts