Raat Ke Barah Baje
Meri Gali Mein Mach Gaya Shor
Raat Ke Barah Baje
Meri Gali Mein Mach Gaya Shor
Ha Raat Ke Barah Baje
Meri Gali Mein Mach Gaya Shor
Mera Maal Churane Aaya
Mera Maal Churane Aaya
Koi Baanka Chor
Wo Koi Chor Tha Ya Koi Aur Tha
Wo Koi Chor Tha Ya Koi Aur Tha
Pahle Usne Dheere Se Darwaaza Khola
Phir Aake Zulmi Ye Haule Se Bola
Tere Gore Gore Gaal Hain
Teri Behki Behki Chaal Hain
Tu Ladki Malamaal Hain
Tere Gore Gore Gaal Hain
Tu Ladki Malamaal Hain
Teri Jawaani Haay Tuba
Tu Husn Ki Raani Haay Tauba
Teri Zulf Ghata Ghanghor
Raat Ke Barah Baje
Meri Gali Mein Mach Gaya Shor
Julmi Ne Pakdi Jo Meri Kalaai
Main Ghabharayi Haan Main Sharmayi
Meri Zulfen Usne Khol Di
Meri Chudiyaan Usne Tod Di
Main Haay Haay Karti Reh Gayi
Karta Raha Wo Manmaani
Koi Baat Bhi Usne Na Maani
Maine Laakh Lagayaa Zor
Raat Ke Barah Baje
Meri Gali Mein Mach Gaya Shor
Raat Ke Barah Baje
Meri Gali Mein Mach Gaya Shor
Mera Maal Churane Aaya
Mera Maal Churane Aaya
Koi Baanka Chor
Wo Koi Chor Tha Ya Koi Aur Tha
Wo Koi Chor Tha Ya Koi Aur Tha
Wo Koi Chor Tha Ya Koi Aur Tha
Wo Koi Chor Tha Ya Koi Aur Tha
Wo Koi Chor Tha Ya Koi Aur Tha
Wo Koi Chor Tha Ya Koi Aur Tha
Raat Ke Baara Baje Song Lyrics from the movie/album Riyasat - The Emperor Bids Goodbye released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Aryeman Ramsay. The song Raat Ke Baara Baje was sung by Reema Nathaniel. This movie/album was directed by Ashok Tyagi. The music was given by Hriju Roy. The lyrics were Penned by Salim Bijnori
Share your thoughts