Raat Bhar Shard Hava Chalti Rahi
Raat Bhar Hamne Alaav Taapa
Raat Bhar Shard Hava Chalti Rahi
Raat Bhar Hamne Alaav Tapa
Maine Maanjhi Se Kayi Khush Se Sakhe Kati
Tumne Bhi Gujre Huye Lamho Ke Patte Tode
Maine Jebon Se Nikli
Sabhi Sukhi Nazme
Tumne Bhi Hatho Se
Murjhaye Huye Khat Khole
Apni In Aankho Se Maine Kayi Maaje Tode
Aur Haatho Se Kayi Basi Lakire Fenki
Tumame Palko Ki Nami
Sukh Gayi Thi So Gira Di
Raatbhar Jo Bhi Mila
Ugte Badan Par Hamko
Kaat Ke Daal Diya Jalte Alaav Me Use
Raat Bhar Funko Se Har Lau Ko Jagaye Rakha
Aur Do Jismo Ke Lilaan Ko Jalaaye Rakah ?
Raat Bhar Bujhte Huye Rishto Ke Babaan Me
Raat Bhar Bujhte Huye Rishto Ke Babaan Me
Raat Bhar Sard Hawa Song Lyrics from the movie/album Tarihi released in the year 2018. The song Raat Bhar Sard Hawa was sung by Gulzar. The lyrics were Penned by Gulzar
Share your thoughts