Raahi Hu Albela Song Lyrics from the movie/album Chhaila Babu released in the year 2015 starring Master Bhagwan, Ranjana Kadam. The song Raahi Hu Albela was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by Kalpataru. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Raahi Hu Albela Lyrics

Raahi Hu Albela Main Dil Ka Nahee Maila
Raahi Hu Albela Main Dil Ka Nahee Maila
Yaaro Kehte Hain Log Mujhe Chhaila
Chhaila Babu Kehte Hain Log Mujhe Chhaila
Rup Kee Shehjadee Hai Yaaro Meree Laila
Rup Kee Shehjadee Hai Yaaro Meree Laila
Yaaro Kehte Hain Log Mujhe Chhaila
Chhaila Babu Kehte Hain Log Mujhe Chhaila

Main Hasin Joker Kuchh Nikala Apane Kaam Che
Chudi Bikati Dekhi To Rah Gaya Dil Ko Tham Ke
Are Dil Walo Ka Mela Aurmpaise Ki Bahar Thi
Lekin Meri Packit Main Kya Karta Uuzad Thi
Pale Nahi Thi Ek Paai Na Pass Tha
Raahi Hu Albela Main Dil Ka Nahee Maila
Raahi Hu Albela Main Dil Ka Nahee Maila
Yaaro Kehte Hain Log Mujhe Chhaila
Chhaila Babu Kehte Hain Log Mujhe Chhaila

Sair Sapate Karta Main Jaa Pahuncha
Phir Khet Mein Chand See Ujali Ladkee
Baithee Thee Thandee Ret Mein
Are Dekh Key Meree Surat
Pehle Toh Gussa Ley Aayee
Chal Jo Meree Dekhi
Kuchh Sharamai Kuchh Muskayee
Kehne Lagee Woh Main Teree Mere Sajana
Chhaila, Rahee Hu Albela
Raahi Hu Albela Main Dil Ka Nahee Maila
Raahi Hu Albela Main Dil Ka Nahee Maila
Yaaro Kehte Hain Log Mujhe Chhaila
Chhaila Babu Kehte Hain Log Mujhe Chhaila

Pyar Kee Dhun Pe Maine
Jab Chhedee Apnee Raginee
Sun Ke Mera Gana Phir Chham Se
Aayee Kaminee Are Hans Key Hamko Dekha
Ik Jalwa Phenka Dur Se Dil Kee Baat Ko Maine
Phir Kah Dala Uss Hur Se Mil Hee Gai Mastanee
Meree Dilruba Chhaila
Rup Kee Shehjadee Hai Yaaro Meri Laila
Rup Kee Shehjadee Hai Yaaro Meri Laila
Kehte Hain Log Mujhe Chhaila
Chhaila Babu Kehte Hain Log Mujhe Chhaila.

Share your thoughts

No Keywords