Qismat Banaane Waale Zaraa Saamane To Aa Song Lyrics from the movie/album Pardes released in the year 2018 starring Rehman, Madhubala. The song Qismat Banaane Waale Zaraa Saamane To Aa was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by M Sadiq. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni

Qismat Banaane Waale Zaraa Saamane To Aa Lyrics

Kismat Banane Wale
Kismat Banane Wale Zara Samane To Aa
Mai Tujhko Ye Bataun Ke Duniya Teri Hai Kya
Duniya Teri Hai Kya
Mai Tujhko Ye Bataun Ke Duniya Teri Hai Kya
Duniya Teri Hai Kya

Lakho Musibate Hai Garibo Ki Jaan Par
Shikwa Nahi Hai Phir Bhi Kisi Ki Zaban Par
Aaja Zami Pe So Gaya Kyun Asman Par
Ankho Se Aa Kar Dekh Jo Sunta Nahi Sada
Kismat Banane Wale
Kismat Banane Wale Zara Samane To A
Mai Tujhko Ye Bataun Ke Duniya Teri Hai Kya
Duniya Teri Hai Kya

Kyun Diljalo Ki Aah Ka Tujh Par Asar Nahi
Kya Tere Pas Dekhne Wali Nazar Nahi
Jalta Hai Ghar Mera Tujhe Ye Bhi Khabar Nahi
Ye Hal Hai To Kyun Na Kahun Tujhko Bewafa
Kismat Banane Wale
Kismat Banane Wale Zara Samne To A
Mai Tujhko Ye Bataun Ke Duniya Teri Hai Kya
Duniya Teri Hai Kya

Kyun Duniya Ham Garibo Ki Barbad Gam Se Hai
Tu Hai Khafa To Rutha Hua Dil Bhi Ham Se Hai
Bhagawan Tere Nam Hamare Hi Dam Se Hai
Ham Mit Gaye To Nam Bhi Mit Jayega Tera

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar, Vol. 4 kismat banane wale zara samne to aa, Best of gulam mohammad, Gulam mohammad, Lata mangeshkar bollywood memories, Mohammad irfan, Parde mein rehne do with lyrics, Lata mangeshkar milti hai zindagi men, Milti hai zindagi mein lata mangeshkar, Lyrics, Kajra mohabbat wala lyrics, Lata mangeshkar songs old songs hits hindi, Lata mangeshkar bedardi tere pyar ne best of lata mangeshkar, Bhoole zamane yaad na kar, Mohammad ali songs