Pyar Me Ye Duri Tadpaye
Jaan Piya Tere Bin Jaye
Wo Samay To Aaye Mile Pyar Se Do Dil Phir Kabhi Juda Na Ho Paye
Pyar Me Ye Duri Tadpaye
Jaan Piya Tere Bin Jaye
Wo Samay To Aaye Mile Pyar Se Do Dil Phir Kabhi Juda Na Ho Paye
Pyar Me Ye Duri Tadpaye
Ye Panchhi Ye Badal Phul Tare Apni Dhun Me Jite Hai Ye Sare
Ye Panchhi Ye Badal Phul Tare Apni Dhun Me Jite Hai Ye Sare
Insano Par Pehre Kyun Hai
Armano Par Pehre Kyun Hai
Pyar Karne Walo Ko Jag Ye Kyun Sataye
Pyar Me Ye Duri Tadpaye
Jaan Meri Tere Bin Jaye
Wo Samay To Aaye Mile Pyar Se Do Dil Phir Kabhi Juda Na Ho Paye Re
Pyar Me Ye Duri Tadpaye
Hamse Tum Na Milte To Na Milte
Ham Bichhad Nahi Sakte Hay Milke
Hamse Tum Na Milte To Na Milte
Ham Bichhad Nahi Sakte Hay Milke
Kyun Ho Badal Dur Pavan Se
Kaise Bichhde Dhadkan Man Se
Yu Mile Judai Ki Rut Kabhi Naa Aaye
Pyar Me Ye Duri Tadpaye
Jaan Piya Tere Bin Jaye
Wo Samay To Aaye Mile Pyar Se Do Dil Phir Kabhi Juda Na Ho Paye Re
Pyar Ki Likhe Ham Wo Kahani Jisko Sadiyo Doharaye Jawani
Pyar Ki Likhe Ham Wo Kahani Jisko Sadiyo Doharaye Jawani
Masti Lute Har Vadi Se
Ham Tum Jile Aajadi Se
Haar Jaye Jag Sara Pyar Jit Jaye
Pyar Me Ye Duri Tadpaye
Jaan Piya Tere Bin Jaye
Wo Samay To Aaye Mile Pyar Se Do Dil Phir Kabhi Juda Na Ho Paye
Pyar Me Ye Duri Tadpaye
Pyar Me Yeh Duree Tadpaye Song Lyrics from the movie/album Do Pal released in the year 2018 starring Akshay Anand, Dolly. The song Pyar Me Yeh Duree Tadpaye was sung by Sadhana Sargam, Amit Kumar. This movie/album was directed by Ravi Rai. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Payam Sayeedi
Share your thoughts