Pyar Me Hota Hai Kya Jadu Song Lyrics from the movie/album Papa Kehte Hain. The song Pyar Me Hota Hai Kya Jadu was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The music was given by Rajesh Roshan

Pyar Me Hota Hai Kya Jadu Lyrics

Pyar Me Hota Hai Kya Jadu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu – (2)
Rehta Nahi Kyun Dil Par Kabu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu
Pyar Me Hota Hai Kya Jadu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu

Gun Gun Karta Kyun Phirta Hai Koi Bhawra Baagho Me – (2)
Kyun Hoti Hai Phul Me Khushbu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu
Pyar Me Hota Hai Kya Jadu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu

Chandni Raate Ho Toh Chakori Pagal Si Kyun Hoti Hain – (2)
Jungle Me Koyal Ki Ku Ku, Tu Jaane Ya Mai Jaanu
Pyar Me Hota Hai Kya Jadu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu

Jaise Haryaali Aur Sawan, Jaise Bharka Aur Badal – (2)
Tere Liye Mai Mere Liye Tu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu
Pyar Me Hota Hai Kya Jadu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu
Rehta Nahi Kyun Dil Par Kabu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu
Tu Jaane Ya Mai Jaanu, Tu Jaane Ya Mai Jaanu

Share your thoughts

Kumar sanu, Rajesh roshan, Alka yagnik, Alka yagnik songs, Pyar mein hota hai kya jaadu, Kumar sanu songs, Alka yagnik and kumar sanu romantic songs, Pyaar mein hota hai kya jaadu composed by rajesh roshan, Pyaar mein hota hai kya jaadu lyrics, Pyaar mein hota hai kya jaadu sung by kumar sanu & alka yagnik, Papa kehte hain, Pyaar mein hota hai kya jaadu from movie papa kahte hain, Pyar mein hota hai kya jaadu karaoke with lyrics, Pyar mein hota hai kya jaadu lyrics hindi