Pyaar Jivna Bhar Ka Bandhan Hain
Pyaar Jivna Bhar Ka Bandhan Hain
Jivan Bhar Ise Nibhana Hai
Kabhi Aankh Me Aansu Ubhare To
Kabhi Aankh Me Aansu Ubhare To
Palkon Me Use Chhupana Hain
Pyaar Jivna Bhar Ka Bandhan Hain
Bandhan Hain
Is Pyaar Vafa Ke Rishte Se
Jab Farj Kabhi Takrayega
Jab Vachan Ki Aan Pukaregi
Rakhvala Ruk Nahi Payega
Us Kurbaani Ke Waqt Hame
Us Kurbaani Ke Waqt Hame
Himmat Se Kadam Uthana Hain
Kabhi Aankh Me Aansu Ubhare To
Palkon Me Use Chhupana Hain
Pyaar Jivna Bhar Ka Bandhan Hain
Bandhan Hain
Jab Chahat Ki Khamosh Juba
Kuchh Kisi Se Kah Nahi Payegi
Duri Ka Dard Satayega
Tanhaai Dil Tadpayegi
Us Vaqt Purani Yaado Ki
Us Vaqt Purani Yaado Ki
Tasvir Ko Gale Lagana Hain
Kabhi Aankh Me Aansu Ubhare To
Kabhi Aankh Me Aansu Ubhare To
Palkon Me Use Chhupana Hain
Pyaar Jivna Bhar Ka Bandhan Hain
Jivan Bhar Ise Nibhana Hai
Pyaar Jivna Bhar Ka Bandhan Hain
Bandhan Hain Bandhan Hain Ho Bandhan Hain
Pyar Jeevan Bhar Kaa (2 Part) Song Lyrics from the movie/album Swarthi released in the year 2017 starring Anupam Kher, Neeta Mehta. The song Pyar Jeevan Bhar Kaa (2 Part) was sung by Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Radhakant. The music was given by Sapan Jagmohan. The lyrics were Penned by M G Hashmat
Share your thoughts