Pyaasi Hi Reh Gayi Piya Song Lyrics from the movie/album Nazrana released in the year 2016 starring Kanu Roy, Kamini Kaushal. The song Pyaasi Hi Reh Gayi Piya was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali

Pyaasi Hi Reh Gayi Piya Lyrics

Pyaasi Hi Reh Gayi Piya
Milan Ko Ankhiyaa Raam Ji
Kya Soch Ke Banaayi
Tum Ne Duniya Raam Ji
Banaayi Duniya Raam Ji
Pyaasi Hi Reh Gayi Piya
Milan Ko Ankhiyaa Raam Ji
Kya Soch Ke Banaayi
Tum Ne Duniya Raam Ji
Banaayi Duniya Raam Ji

Tum Chhuppe Chhuppe Kya Likh
Dete Ho Sab Ke Bhaag Mein
Tum Chhuppe Chhuppe Kya Likh
Dete Ho Sab Ke Bhaag Mein
Paida Karte Ho Tum Jis Ko
Jaltaa Hai Aag Mein
Paida Karte Ho Tum Jis Ko
Jaltaa Hai Aag Mein
Man Hi Mein Reh Jaati Hain
Man Ki Batiyaan Raam Ji
Kya Soch Ke Banaayi
Tum Ne Duniya Raam Ji
Banaayi Duniya Raam Ji

Jaane Kya Sukh Detaa
Tum Ko Baato Ka Tutnaa
Jaane Kya Sukh Detaa
Tum Ko Baato Ka Tutnaa
Jaane Kab Chhodoge Apne
Pyaaro Ko Lutnaa
Jaane Kab Chhodoge Apne
Pyaaro Ko Lutnaa
Iss Aag Mein Kabhi To
Daalo Duniya Raam Ji
Kya Soch Ke Banaayi
Tum Ne Duniya Raam Ji
Banaayi Duniya Raam Ji.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
No Keywords