Jab Kabhi
Jab Kabhi
Jab Kabhi Ghutne Laga Sine Me Dum
Pee Hain Sharaab
Jab Kabhi Ghutne Laga Sine Me Dum
Pee Hain Sharaab
Zabt Ki Had Se Badhe Jab Ranje-o-gam
Pee Hain Sharaab
Jab Kabhi Ghutne Laga Sine Me Dum
Pee Hain Sharaab
Ek To Chadhti Jawani Ka Nasha Hi Kam Na Tha
Ek To Chadhti Jawani Ka Nasha Hi Kam Na Tha
Dusre Us Par Ye Dhaya Hain Sitam
Pee Hain Sharaab
Dusre Us Par Ye Dhaya Hain Sitam
Pee Hain Sharaab
Jab Kabhi Ghutne Laga Sine Me Dum
Pee Hain Sharaab
Mujh Pe Ilzaam-e-balanoshi Sarasar Hain Galat
Mujh Pe Ilzaam-e-balanoshi Sarasar Hain Galat
Jis Kadar Aansu Piye Hain Us Se Kam
Pee Hain Sharaab
Jis Kadar Aansu Piye Hain Us Se Kam
Pee Hain Sharaab
Jab Kabhi Ghutne Laga Sine Me Dum
Pee Hain Sharaab
Jab Kabhi Saaki Se Ae Kaashif Nigahe Mil Gayi
Nigahe Mil Gayi
Jab Kabhi Saaki Se Ae Kaashif Nigahe Mil Gayi
Todkar Maine Na Peene Ki Kasam
Pee Hain Sharaab
Todkar Maine Na Peene Ki Kasam
Pee Hain Sharaab
Jab Kabhi Ghutne Laga Sine Me Dum
Pee Hain Sharaab
Zabt Ki Had Se Badhe Jab Ranje-o-gam
Pee Hain Sharaab
Pi Hai Sharaab, Zabt Ki Had Se Badhen Song Lyrics from the movie/album Sharmaate Sharmaate released in the year 2018. The song Pi Hai Sharaab, Zabt Ki Had Se Badhen was sung by Bhupinder Singh
Share your thoughts