Phir Yeh Sawan Ki Ghata Song Lyrics from the movie/album Nagma -E -Mohabbat released in the year 2014 starring Anuradha Paudwal. The song Phir Yeh Sawan Ki Ghata was sung by Anuradha Paudwal. The music was given by Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender). The music rights for song purely belongs to Decca Label, Universal Music

Phir Yeh Sawan Ki Ghata Lyrics

Phir Yeh Sawan Ki Ghata Jhoom Ke Lehraai Hain
Phir Yeh Sawan Ki Ghata Jhoom Ke Lehraai Hain
Dil Ye Kehata Hain Unhein Yaad Meri Aayi Hain
Phir Yeh Sawan Ki Ghata Jhoom Ke Lehraai Hain
Dil Ye Kehata Hain Unhein Yaad Meri Aayi Hain
Phir Yeh Sawan Ki Ghata Jhoom Ke Lehraai Hain

Hamari Daastan Barkha Unhein Sunayegi
Hamari Daastan Barkha Unhein Sunayegi
Ye Behate Paani Ke Sargam Unhein Satayegi
Unko Na Aane Ki Baharo Ne Kasam Khai Hain
Phir Yeh Sawan Ki Ghata Jhoom Ke Lehraai Hain
Dil Ye Kehata Hain Unhein Yaad Meri Aayi Hain
Phir Yeh Sawan Ki Ghata Jhoom Ke Lehraai Hain

Hamara Pyar Woh Dil Se Mitta Nahi Sakte
Hamara Pyar Woh Dil Se Mitta Nahi Sakte
Churake Dil Mera Aakhein Chura Nahi Sakte
Woh Bhula De Jo Humein Unki Bhi Rushwai Hain
Phir Yeh Sawan Ki Ghata Jhoom Ke Lehraai Hain
Dil Ye Kehata Hain Unhein Yaad Meri Aayi Hain
Phir Yeh Sawan Ki Ghata Jhoom Ke Lehraai Hain.

Share your thoughts

Anuradha paudwal songs, Anuradha paudwal, Anuradha paudwal krishna bhajans, Anuradha paudwal devotional songs, Anuradha paudwal aartiyan, Anuradha paudwal devi songs, Anuradha paudwal bhakti songs, Nainan mein shyam samaigo mohe prem ko rog lagaigo, Khatu shyam, Shyam sunder goel, Nainan mein shyam samaigo, Kavita paudwal, Surinder kohli, Swagatam krishna lyrics, Swagatham krishna lyrics, Teri yaad sataye sawan me, Shyam, Sham surinder, Surinder sodhi, Ghate mehandipur