Phir Se Song Lyrics from the movie/album Phir Se (Album) released in the year 2018. The song Phir Se was sung by Divya Kumar. The music was given by M M Kreem. The lyrics were Penned by Manoj Muntashir

Phir Se Lyrics

Phir Se
Phir Se
Phir Se
Phir Se Uchhla Lahu Naso Me
Phir Se Machla Junun Rago Me
Phir Se Jhuma Gagan Tiranga
Phir Se Dil Hua Mast Malanga
Phir Se
Phir Se
Phir Se

Phir Se Loha Hua Irada
Phir Se Karte Hain Hum Wada
Bhar Denge Hunkara Phir Se
Jeetenge Hum Yaara Phir Se
Phir Se
Phir Se
Jeetenge Hum Yaara Phir Se
Phir Se
Phir Se
Koi Khinche Hum Tute Aisi Kacchi Dor Nahi
Jeet Chuke Hain Jo Duniya
Hum Wahi Hain Koi Aur Nahi
Aur Jakad Le
Aur Pakad Le
Aur Jakad Le
Aur Pakad Le
Din Hai Aar Ya Paar Ka
Balla Nahi Ye Baaju Hai
Baaju Hai Dildaar Ka

Gagan Shamal Ajaano Se Hum
Hauslo Me Rang Bharte Hain
Ishwar Allah Waheguru Maidan Me Sang Utarte Hain
Jaise Duniya Hai Bejod Waise Hum Bejod Hain
Yaara Humko Mat Gin Na Hum Ek Sau Bees Karod Hain

Bahe Josh Ki Dhara Phir Se
Har Nukkad Galiyara Phir Se
Jaaga Har Chaubara Phir Se
Chadh Gaya Jadu Sara Phir Se
Desh Mera Lalkara Phir Se
Jeetenge Hum Yaara Phir Se
Jeetenge Hum Yaara Phir Se
Jeetenge Hum Yaara Phir Se
Jeetenge Hum Yaara Phir Se
Jeetenge Hum Yaara Phir Se
Jeetenge Hum Yaara Phir Se

Share your thoughts

Divya kumar, Divya kumar phir se, Akshay kumar, Mm kreem, Saathiya singham lyrics, Oonchi hai building lyrics, Rim jhim lyrics, Rim jhim lyrics jubin nautiyal, Saathiya singham full song lyrics, Lyrics, Aa to sahi judwaa 2 lyrics, Chalti hai kya 9 se 12 lyrics, Mm kreem hindi songs, M m kreem, Ashok kumar, Lyric video, Teri kamar ko, Akshay kumar film, Akshay kumar movies, Akshay kumar movie 2013, Special 26 akshay kumar, Mujh mein tu akshay kumar