Pehli Nazar Mein Song Lyrics from the movie/album Teri Maang Sitaron Se Bhar Doon released in the year 2016 starring Raj Kiran, Padmini Kolhapure. The song Pehli Nazar Mein was sung by Alka Yagnik, Amit Kumar. This movie/album was directed by Raj Khosla. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Music India Limited

Pehli Nazar Mein Lyrics

Pehli Nazar Mein
Najar Mein Najar Mein
Pehli Nazar Mein
Ho Gaya Hai Pyaar
What What Yaar O No Yaar, Yes Yaar
Chhoti Umar Mein
Chhoti Si Umar Mein
Ho Gaya Hai Pyaar
What Yaar O No Yaar, Yes Yaar
Pehli Nazar Mein
Ho Gaya Hai Pyaar
What Yaar No Yaar, Yes Yaar

Pyaar Mein Jane Kya Kya Karna Padta Hai
Laila Majnu Ki Tarah
Marna Padta Hai
Pyaar Me Jane Kya Kya Karna Padta Hai
Laila Majnu Ki Tarah
Marna Padta Hai
So What
Apni Tum Socho Hum To Hai Taiyar
What Yaar O No Yaar, Yes Yaar
Pahali Najar Mein
Ho Gaya Hai Pyaar
What Yaar O No Yaar, Yes Yaar

Kisi Ko Pasand Kar Lete Hai Ji
To Ye Aankhe Band Kar Lete Hai Ji
Kisi Ko Pasand Kar Lete Hai Ji
To Ye Aankhe Band Kar Lete Hai Ji
But Why Kyu
Ki Dil Se Nikal Na Jaye Dildar
Oh My God No Yar, Yes Yaar

Pahali Najar Mein
Ho Gaya Hai Pyaar
What Yaar O No Yaar, Yes Yaar

Jalata Ang Ang Ko Chhod Gayi Hai
Bijali Si Badan Mein Daud Rahi Hai
Jalata Ang Ang Chhod Gayi Hai
Bijali Si Badan Mein Daud Rahi Hai
Hota Hai Aisa
Hota Hai Aisa Pahli Pahli Baar
Really No Yaar, Yes Yaar

Pahali Najar Mein
Ho Gaya Hai Pyaar
What Yaar No Yaar, Yes Yaar

Hum Dono Ko Gata Hansta Chhod De
Hum Dono Ko Gata Hansta Chhod De
Is Duniya Se Kah Do
Duniya Se Kah Do
Rasta Chhod De, Rasta Chhod De
Dekho Wo Samane
Dekho Wo Samne Aa Gayi Deewar

Pahali Najar Mein
Ho Gaya Hai Pyaar
Chhoti Umar Mein
Ho Gaya Hai Pyaar
What Yaar, Yes Yaar
No Yaar, What Yaar
Yes Yaar, No Yaar
Ha Yaar, Ja Yaar
Chal Yaar, Chhod Yaar
What Yaar, Yes Yaar
No Yaar, What Yaar
I Yaar, No Yaar.

Share your thoughts

Padmini kolhapure, Raj kiran, Amjad khan, Bollywood movies, Nutan