Pehle Suoongi Phir Chakhi Maza Jo Song Lyrics from the movie/album Babul Ki Galiyan released in the year 2018 starring Sanjay Khan, Hema Malini. The song Pehle Suoongi Phir Chakhi Maza Jo was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by S D Narang. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Pehle Suoongi Phir Chakhi Maza Jo Lyrics

Pahle Sunghi Phir Chakhi
Maja Jo Thoda Aaya To Kardi Botal Khali
Pahle Sunghi Phir Chakhi
Maja Jo Thoda Aaya To Kardi Botal Khali
Pahle Sunghi Phir Chakhi

Dekho Meri Aankho Ka Rang Hai Badla Badla
Tum Bhi Zara Pee Lo Ye Pani Gulabi Gulabi Sa
Thodi Si Kadwi Hai Par Chiz Achhi Hai
Thodi Si Kadwi Hai Par Chiz Achhi Hai
Haye Maine Pahle Kyun Na Iski Aadat Dali
Pahle Sunghi Phir Chakhi
Maja Jo Thoda Aaya To Kardi Botal Khali
Pahle Sunghi Phir Chakhi

Are Baba Main Haath Jodta Hu Hosh Me Aao
Peele Peele More Raja Peele Peele
Mehmaan Aane Wale Hai
Mehmaano Se Na Dar Na Dar
Kuchh Meri Le Khabar Le Khabar
More Raja Peele Thodisi Peeo Na
Maine Tumhari Khatir Chhod I
Aur Tumne Peeni Shuru Kardi
Itni Sasti Hai Ye Masti Pee Kar Pata Chala
Is Botal Me Dub Gaya Hai Sab Kuchh Bura Bhala
Ye Baate Chhodde Tauba Ko Tod De
Ye Baate Chhodde Tauba Ko Tod De
Aaj Ki Raat Nahi Tauba Karne Wali
Pahle Sunghi Phir Chakhi
Maja Jo Thoda Aaya To Kardi Botal Khali
Pahle Sunghi Phir Chakhi
Maja Jo Thoda Aaya To Kardi Botal Khali
Pahle Sunghi Phir Chakhi

Share your thoughts

Galiyan, Bhosle, Babul, Khan, Asha, Malini, Sanjay, Ki, Hema