Ishq Di Galiyaan Chhani Koi Na Mileya
Je Menu Tu Mileya Mera Rabb Meinu Miliya
Jaan Le Tu Jaan Hai Meri
Tu Hi Hai Duniya Meri Duniya
Dil Mera Mera Hi Raha Nahi
Kahan Hai Pata Nahi
Bata Ke Bhi Gaya Nahi
Dil Mera Aisa To Tha Nahi
Hua Hai Jab Se Tera
Kisi Se Milta Nahi
Karta Hai Kyun Intezaar
Jagoon Main Raatein Hazaar
Sochoon Yahi Baar Baar
Ye Kya Hua
Pehla Nasha Pehla Khumaar
Naya Pyaar Hai Nazya Intezaar
Kar Loon Main Kya Apna Haal
Aye Dil-e-beqaraar Mere Dil-e-beqaraar
Tu Hi Bata Tu Hi Bata
Ishq Di Galiyaan Chhani Koi Na Mileya
Je Menu Tu Mileya Mera Rabb Meinu Miliya
Jaan Le Tu Jaan Hai Meri
Tu Hi Hai Duniya Meri Duniya
Udta Hi Phiron Inn Hawaon Mein Kahin
Ya Main Jhool Jaaon Teri Bahon Yahin
Udta Hi Phiron In Hawaon Mein Kahin
Ya Main Jhool Jaaon Teri Bahon Yahin
Phir Kya Ye Asamaan Kya Zameein
Tere Aage Ye Jahaan Kuch Nahi
Pehla Pehle Haan Pehla
Pehla Nasha Pehla Khumaar
Naya Pyaar Hai Naya Intezaar
Kar Loon Main Kya Apna Haal
Aye Dil-e-beqaraar Mere Dil-e-beqaraar
Tu Hi Bata Tu Hi Bata
Ishq Di Galiyaan Chani Koi Na Mileya
Je Menu Tu Mileya Mera Rabb Meinu Miliya
Jaan Le Tu Jaan Hai Meri
Tu Hi Hai Duniya Meri Duniya
Pehla Nasha 2.0 Song Lyrics released in the year 2025 starring Pragati Nagpal, Abhay Verma. The song Pehla Nasha 2.0 was sung by Armaan Malik, Pragati Nagpal. The music was given by Armaan Malik. The lyrics were Penned by Rashmi Virag, Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama Music
Share your thoughts