Payal Bajti Chali Ho Kahan Song Lyrics from the movie/album Badi Didi released in the year 2016 starring Jeetendra, Nanda. The song Payal Bajti Chali Ho Kahan was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by Narendra Suri. The music was given by Ravi Shankar Sharma (Ravi). The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Payal Bajti Chali Ho Kahan Lyrics

Is Chand Se Mathe Pe Jo
Bal Dekh Raha Hu
Hilta Hua Ek Taj Mahal Dekh Raha Hu
Payal Bajati Chali Ho Kahan
Payal Bajati Chali Ho Kahan
Dil Tham Kar Hum Khade Hai Yaha
Aise Na Ja Aye Dilruba
Abhi Pyar Hona Laga Hai Jawa
Payal Bajati Chali Ho Kahan
Dil Tham Kar Hum Khade Hai Yaha
Aise Na Ja Aye Dilruba
Abhi Pyar Hona Laga Hai Jawa
Payal Bajati Chali Ho Kahan

Chhed Jara Si Hamne Ki
Aur Bura Tum Man Gaye
Chhed Jara Si Hamne Ki
Aur Bura Tum Man Gaye
Deewane Se Pyar Hai Tumko
Dar Parda Hum Jan Gaye
Dar Parda Hum Jan Gaye
Payal Bajati Chali Ho Kahan
Dil Tham Kar Hum Khade Hai Yaha
Aise Na Ja Aye Dilruba
Abhi Pyar Hone Laga Hai Jawa
Payal Bajati Chali Ho Kahan

Chhodo Bhi Jid Man Bhi Jao
Aao Baithe Pyar Kare
Chhodo Bhi Jid Man Bhi Jao
Aao Baithe Pyar Kare
Ik Manjil Ke Hum Do Rahi
Ulfat Ka Ikrar Kare
Ulfat Ka Ikrar Kare
Payal Bajati Chali Ho Kahan
Dil Tham Kar Hum Khade Hai Yaha
Aise Na Ja Aye Dilruba
Abhi Pyar Hone Laga Hai Jawa
Payal Bajati Chali Ho Kahan.

Share your thoughts

Rani shati dadi bhajan, Dheeraj sharma, Kavindra sachan, Hindi romantic songs, Swara sharma, Narendra modi, Ganga aarti, Jai shiv shankar, Batao kahan milega shyam, Alka goyal, Qwali video, Kanha, Ganga arti, Ramdevji aarti, Ekka raja rani govinda, Har har mahadev, Yeh neeli peeli choodiyan ayesha jhulka song, Radha rani bhajan, Surendra paniyari, Yeh neeli peeli choodiyan govinda, Haryanavi bhajan 2022, Vrindavan banke bihari, 2022 new haryanavi bhajan