Pataya Pataya Ek Ladki Ko Maine Song Lyrics from the movie/album Dadagiri. The song Pataya Pataya Ek Ladki Ko Maine was sung by Shabbir Kumar. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

Pataya Pataya Ek Ladki Ko Maine Lyrics

(Pataya Pataya Pataya
Ek Ladki Ko Maine Pataya) – (2)
Vo Katil Aankho Wali Gore Galo Wali
O Kale Baalo Wali Janeman Dil Tujhpe Aaya

(Vo Hai Jalta Hua Ek Patakha
Mere Dil Me Kiya Dhamaka) – (2)
Haye Re Uski Adda Ho Gaye Hum To Fida
Rang Hai Uska Juda – 2
Dil Mera Jeet Liya
Hosh Mera Loot Liya
Naam Hi Uska Hi Jaba – 2

Janeman Dil Tujhpe Aaya
A Fasaya Fasaya Fasaya
Apni Bato Se Usko Fasaya
Pataya Pataya Pataya
Ek Ladki Ko Maine Pataya

Kon Marega Ab Mere Jaisa
Maine Vo Kaam Kiya
Pyar Me Naam Kiya
Sabko Hairan Kiya Sabko Hairan Kiya
Mera Dil Dekh Jara Ye Jigar Dekh Jara
Koi Mujhsa Na Hua – 2
Janeman Dil Tujhpe Aaya
Dikhaya Dikhaya Dikhaya
Maine Aisa Karishma Dikhaya
Pataya Pataya Pataya
Ek Ladki Ko Maine Pataya

(Mere Fando Se Vo To Na Nikli
Jaal Me Aa Gayi Dekho Machhali) – (2)
Haye Wo Pahli Najar Dil Per Ker Gayi Asar
Wo Jidar Mai Bhi Udar
Chahe Ho Koi Nagar
Sham Ho Ya Ho Sahar
Uski Rakhi Hai Khabar
Wo Gayi Dil Me Uthar – 2

Janeman Dil Tujhpe Aaya
Chalaya Chalaya Chalaya
Maine Manter Kuch Aisa Chalaya
Pataya Pataya Pataya
Lutaya Lutaya Lutaya
Dil Apna Uspe Lutaya
Haye Pataya Pataya Pataya
Ek Ladki Ko Maine Pataya Pataya

Share your thoughts

Pataya pataya ek ladki ko, Shabbir kumar songs, Pataya ek ladki ko, Pataya ek ladki ko song, Ek ladki ko dekha with lyrics, Lyrics of ek ladki, Ek ladki lyrics song, Ek chokri ne dago kari ne dil no dard banaya, Anu malik songs, ?? ??? ???? ?? ???? | neelkamal singh, Ek ladki sonam and raj kumar, Akshay kumar, Pataka pakistan ki ragni, Ek ladki ko dekha, Hamko ladki patane aata hai video song, Ek ladki ko dekha to aisa laga title song, Ek ladki ko dekha to aisa laga