Pandit Ji Kya Soch Rahe Ho Song Lyrics from the movie/album Ghar Aur Bazaar released in the year 2018. The song Pandit Ji Kya Soch Rahe Ho was sung by Shabbir Kumar, Usha Khanna. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Kulwant Jani

Pandit Ji Kya Soch Rahe Ho Lyrics

Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho
Soch Raha Hun Kab Devi Ka Darshan Hoga
Do Naino Ka Tarpan Hoga
Kab Ye Bandhan Paawan Hoga Soch Raha Hun
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho

Main Aai Hun Paas Tere To Fir Kya Rona
Main Aai Hun Paas Tere To Fir Kya Rona
Main Laai Hun Tan Ki Chaandi Man Ka Sona
O Kab Chaandi Ka Chaand Banega
Kab Ye Sona Suraj Dega
Kab Tak Mera Bhaagya Jagega Soch Raha Hun
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho

Main Chaahu To Saagar Mein Bhi Aag Laga Dun
Main Chaahu To Saagar Mein Bhi Aag Laga Dun
Behte Paani Par Teri Tasveer Bana Dun
Aa Tasveer Bana De Meri Ab Takdeer Jaga De Meri
Man Ki Aag Bujha De Meri Aa Soch Raha Hun
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho

Haath Mein De De Haath Teri Takdeer Bana Dun
Haath Mein De De Haath Teri Takdeer Bana Dun
Swarg Kise Kehte Hai Tujhko Aaj Dikha Dun
Arey Swarg Mein Kaise Log Milenge Pyar Mein Kaise Rog Milenge
Kisse Mere Sanjog Milenge Soch Raha Hun
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho
Pandit Jee Kya Soch Rahe Ho
Ye Soch Raha Hun Kab Devi Ka Darshan Hoga
Do Naino Ka Tarpan Hoga
Kab Ye Bandhan Paawan Hoga
Soch Raha Hun Soch Raha Hun

Share your thoughts

Shabbir kumar, Singer shabbir kumar, Shabbir kumar yaadgar song, Shabbir kumar heart touching song, Shabbir kumar hit songs, Shabbir kumar aur vinod mehra song, Kumar, Shabbir, Usha khanna, Rajesh khanna, Khanna, Muqadma vinod khanna full movie, Sikander bharti lyrics, Paisa bolta hai with lyrics, Vinod khanna songs, Vinod khanna movies, Mandir, Ghar bazar, Dahi handi, Meena kumari, Kala bazaar 1989 songs, Kishore kumar hit songs, Bazaar, Pandit, Dilip kumar