Tune Khud Hi Kiya Hai Khud Pe Baar Haiwa Banke
Tere Chahre Pe Laga Hai Ye Kala Rijhab Banke
Yadi Tumko Hi Hai Mitana Ab Ianshan Banke
Oye Sathi
Oye Sathi
Bas Itna Tum Sochna
Oye Sathi
Oye Sathi
Bas Itna Tum Sochna
Ek Baar Bike To
Sau Baar Bikenge Hum
Ek Baar Bike To
Sau Baar Bikenge Hum
Tum Apni Kimat Ko Khud Jano
Thoda Sabar Ya Char Din Intezaar
Tapti Dhup Ke Baad
Aati Hai Bahaar
Tum Dekhna
Oye Tum Dekhna
Oye Sathi
Oye Sathi
Bas Itna Tum Sochna
Oye Sathi
Oye Sathi
Bas Itna Tum Sochna
Ek Baar Jhuke To
Sau Baar Jhukenge Hum
Ek Baar Jhuke To
Sau Baar Jhukenge Hum
Tum Apni Himmat Ko Pahchano
Koi Bhi Bahaar Jeet
Lo Badh Ke Yaar
Ek Pakka Irada
Girade Har Diwar
Tum Dekhna
Oye Tum Dekhna
Oye Sathi
Oye Sathi
Bas Itna Tum Sochna
Oye Sathi
Oye Sathi
Bas Itna Tum Sochna
Ek Baar Dare To
Sau Baar Darenge Hum
Ek Baar Dare To
Sau Baar Darenge Hum
Tum Apni Takat Ko Khud Mano
Khatre Ho Hazar
Piche Na Hato Yaar
Ek Teri Lalkar
Gunjegi Aarpar
Tum Dekhna
Oye Tum Dekhna
Oye Sathi
Oye Sathi
Bas Itna Tum Sochna
Ek Baar Bike To
Sau Baar Bikenge Hum
Ek Baar Jhuke To
Sau Baar Jhukenge Hum
Ek Baar Dare To
Sau Baar Darenge Hum
Tum Apni Kimat Ko Khud Jano
Tum Apni Takat Ko Khud Mano
Tum Apni Himmat Ko Pahchano
Oye Saathi Song Lyrics from the movie/album Duniya (Album) released in the year 2018. The song Oye Saathi was sung by Raageshwari. The music was given by Trilok Loomba. The lyrics were Penned by Trilok Loomba
Share your thoughts