Om Bhagwati Dharm Ki Sachai Song Lyrics from the movie/album Jai Bhawani released in the year 2018 starring Manhar Desai, Jayashree Gadkar. The song Om Bhagwati Dharm Ki Sachai was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by S Mohinder. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali

Om Bhagwati Dharm Ki Sachai Lyrics

Om Bhagwati Dharm Ki Sachai Hai To Jhut Ka Na Darr
Sacha Dil Insan Ka Hai Ghar Sacha Dil Insan Ka
Bhgwan Ka Hai Ghar Om Bhagwati
Maiya Teri Aarti Se Andhera Tale
Bhakt Ke Andhere Ghar Me Roshni Jale
Maiya Teri Aarti Se Andhera Tale
Bhakt Ke Andhere Ghar Me Roshni Jale
Jai Jai Bawani Jai Jai Bawani

Aarti Utaare Teri Subah Sham Ko
Aarti Utaare Teri Subah Sham Ko
Paa Gaye Ham Tujhme Maiya Charo Dham Ko
Paa Gaye Ham Tujhme Maiya Charo Dham Ko
Paa Gaye Ham Tujhme Maiya Charo Dham Ko
Jo Tujhe Pukare Use Paap Kya Chhale
Bhakt Ke Andhere Ghar Me Roshni Jale
Maiya Teri Aarti Se Andhera Tale
Bhakt Ke Andhere Ghar Me Roshni Jale
Jai Jai Bawani Jai Jai Bawani

Raja Ki Haweli Ya Nirdhan Ki Jhopdi
Raja Ki Haweli Ya Nirdhan Ki Jhopdi
Teri Daya Hai To Vo Dharti Pe Hai Khadi
Teri Daya Hai To Vo Dharti Pe Hai Khadi
Teri Daya Hai To Vo Dharti Pe Hai Khadi
Kon Hai Yaha Jo Tera Aasra Na Le
Bhakt Ke Andhere Ghar Me Roshni Jale
Maiya Teri Aarti Se Andhera Tale
Bhakt Ke Andhere Ghar Me Roshani Jale
Jai Jai Bawani Jai Jai Bawani
Jai Jai Bawani Jai Jai Bawani
Jai Jai Bawani Jai Jai Bawani
Jai Jai Bawani Jai Jai Bawani

Share your thoughts

Dharam ki sachhai mohammad rafi jai bhawani (1961) s mohinder / gs nepali, Bhawani, Jai bhawani (1961), Sachai, Jai bhavani, O mohana na ja radha ko chhod ke suman kalyanpur s mohinder / gs nepali, Dharam, Bhavani, Manhar desai, Bachchan, S.mohindra, Hindi, Shankar, Andhera, Jaikishan, S.mahindra, Hindi oldies, Indian bollywood, Hai, Rafi, Teri, Aarti, Shama, Burman, Khanna, Mangeshkar, Mastkalandr, Jai, Lata, Mohd, Film, Kumar, Maiya, Suman, Gulzar