O Priya Priya Kyon Bhula Diya Song Lyrics from the movie/album Dil released in the year 2018 starring Aamir Khan, Madhuri Dixit. The song O Priya Priya Kyon Bhula Diya was sung by Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Indra Kumar. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Sameer

O Priya Priya Kyon Bhula Diya Lyrics

O Priya Priya
Kyu Bhula Diya
Bewafa Ya Berahem
Kya Kahu Tujhe Sanam
Tune Dil Toda Hai
Bhul Kya Huyi Ye Bata Ja
O Piya Piya
Main Teri Priya
Aasuo Ko Pi Gayi
Jane Kaise Ji Gayi
Kya Hai Meri Majburi
Kaise Main Batau Huwa Kya
O Priya Priya
Kyu Bhula Diya

Tu Bewafa Hai Jo
Main Jaan Jata
Tujhse Kabhi Bhi
Dil Na Lagata
Tu Bewafa Hai Jo
Main Jaan Jata
Tujhse Kabhi Bhi
Dil Na Lagata
Mujhpe Yakin Kar
Yu Na Iljam De
De Koi Saja Magar
Bewafa Na Naam De
Meri Dilaruba
Tune Ki Jafa
Par Tujhe Bhulegi Na
Meri Wafa
O Piya
Piya
Main Teri Priya
Aasuo Ko Pi Gayi
Jane Kaise Ji Gayi
Kya Hai Meri Majburi
Kaise Main Batau Huwa Kya
O Priya Priya
Kyu Bhula Diya

Ji Chahata Hai
Khudko Jala Du
Maut Ko Apne
Dil Se Laga Lu
Ji Chahata Hai
Khud Ko Jala Du
Maut Ko Apne
Dil Se Laga Lu
Aa Ke Jara Dekh Le
Dil Mera Chir Ke
Rang Milenge Tujhe
Teri Tasawir Ke
Mere Sathiya
Tera Ho Bhala
Yahi Mere Tute Huye
Dil Ki Sada
O Piya
Piya
Main Teri Priya
Aasuo Ko Pi Gayi
Jane Kaise Ji Gayi
Kya Hai Meri Majburi
Kaise Main Batau Huwa Kya
O Priya Priya O Piya Piya
O Priya Priya O Piya Piya

Share your thoughts

O priya priya, O priya priya anuradha paudwal, O priya priya lyrics, O priya priya song, Anuradha paudwal songs, Suresh wadkar songs, Anuradha paudwal suresh wadkar t-series, O priya priya madhuri dixit, O priya priya jhankar, O priya priya ringtone, O priya priya dil movie song, O priya priya dj remix song, O priya priya kyon bhula diya, O priya priya dance, O priya priya remix, O priya priya full song, O priya priya amir khan, O priya priya dance video