O Mere Dildar Song Lyrics from the movie/album Choron Ka Chor released in the year 2016 starring Dara Singh Randhawa, Shabnam. The song O Mere Dildar was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Mohammed Hussain. The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Farooq Qaiser. The music rights for song purely belongs to Saregama

O Mere Dildar Lyrics

O Mere  Dildar Are Na Kar Tu Inkar
Mere Dil Mein Basna
Meri Aankho Mein Rehna
Mere Dil Mein Basna
Meri Aankho Mein Rehna
O Mere Dildar Kar Dungi Ikrar
Tum Itna Karna
Kisi Se Yeh Ni Kehna Na
Tum Itna Karna
Kisi Se Yeh Ni Kehna Na
Haye Mere Dildar

Laj Ke Parde Aaj Hata De
Jaan Gaye Hum Tere Irade
Khale Kasme Karle Wada
Kaisi Kasme Kaise Wade
Hum To Thahre Sidhe Sadhe
Chahe Bana De
Chahe Mita De
O Mere  Dildar Are Na Kar Tu Inkar
Mere Dil Mein Basna
Meri Aankho Mein Rehna
Mere Dil Mein Basna
Meri Aankho Mein Rehna
O Mere Dildar

Pyar Yeh Tera Jaan Se Pyara
Chhute Kabhi Na Sang Humara
Main Hu Nadiya Tu Hai Kinara
Naino Mein Yeh Rup Samaya
Har Ke Sab Kuch Tujhko Paya
Main Hu Darpan Tu Hai Chhaya
O Mere Dildar Kar Dungi Ikrar
Tum Itna Karna
Kisi Se Yeh Ni Kehna Na
Tum Itna Karna
Kisi Se Yeh Ni Kehna Na
O Mere  Dildar Are Na Kar Tu Inkar
Mere Dil Mein Basna
Meri Aankho Mein Rehna
Mere Dil Mein Basna
Meri Aankho Mein Rehna
O Mere Dildar
O Mere Dildar O Mere Dildar.

Share your thoughts

Aftab shivdasani songs, Darasingh, Nitin raikwar, Old hindi songs, Javed bhai so rele, Best old hindi songs, Sandeep chowta songs, Hindi classical songs hd, Sandeep chowta hit songs, Hum sabko nek raah chalana, Rajesh khanna, Indian full films, Akshay kumar songs, Sunil shetty songs, Armaan kohli songs, Shammi, Kishore, Sadhana, Meena kumari, Old hindi movies, Evergreen songs, 2002 hindi songs, Full length hindi, Sonu nigams hits songs, Jaani dushman 2002 songs