O Dupatte Se Tere Kare Chedkhani Song Lyrics from the movie/album Iski Topi Uske Sar released in the year 2018 starring Sharad Kapoor, Mukul Dev. The song O Dupatte Se Tere Kare Chedkhani was sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan. This movie/album was directed by Raju Mavani. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Rani Malik

O Dupatte Se Tere Kare Chedkhani Lyrics

O Dupatte Se Tere Kare Chedkhani
Dupatte Se Tere Kare Chedkhani
Hawao Ko Itni Izazat Na Dena
O Gulo Ki Taraf Bhi Mohabbat Se Dekhe
Gulo Ki Taraf Bhi Mohabbat Se Dekhe
Nigaho Ko Itni Izazat Na Dena
Hawao Ko Itni Izazat Na Dena

Ho Ye Khusbu Ke Jhoke Tumhe Chuke Jaye
Mere Dil Ko Hoga Nahi Ye Gawara
O Milau Na Mai Aayine Se Bhi Aankhe
Jo Ek Bar Tum Ye Karoge Ishara
Koi Gair Tere Khyalo Me Aaye
Duao Ko Itni Izazat Na Dena
Duppate Se Tere Kare Chedkhani
Hawao Ko Itni Izazat Na Dena

Ho Agar Koi Teri Jo Tarif Kar De
Waha Bhul Ke Bhi Dobara Na Jana
Mera Dil Bhi Kitna Bura Manta Hai
Tere Sang Chalta Hai Jab Tera Saya
Kisi Ko Lubhaye Ye Jalwe Tumhare
Adao Ko Itni Izazat Na Dena

Ho Dupatte Se Tere Kare Chedkhani
Hawao Ko Itni Izazat Na Dena
Ho Gulo Ki Taraf Bhi Mohabbat Se Dekhe
Nigaho Ko Itni Izazat Na Dena
Ho Adao Ko Itni Izazat Na Dena
Duao Ko Itni Izazat Na Dena
Ho Wafao Ko Itni Izazat Na Dena
O Nigaho Ko Itni Izazat Na Dena

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Dupatte se tere kare chedkhani, Dupatte se tere kare chedkhani song lyrics, Dupatte se tere kare chedkhani song, Anu malik, Dupatte se tere kare chedkhani song download, Dupatte se tere kare chedkhani remix, Anuradha paudwal hits, Hits of anuradha paudwal, Anuradha paudwal, Anuradha paudwal songs, Best of anuradha paudwal, Udit narayan, Udit narayan hits, Udit narayan songs, Hits of udit narayan, Zulfein bikhraye bahon mein with lyrics, O dupatte se tere, Hits of anu malik