O Diwali Ke Diye O Diwali Ke Diye Tujhme Jalta
Tel Hai Ya Dil Jale Unke Liye O Diwali Ke Diye
O Diwali Ke Diye Kisi Ki Yaad Me Dil Na
Manbhar Ke Jiye O Diwali Ke Diye
Din To Gujra Rat Gujre Na Hamari
Badhi Jaye Hai Jee Ki Bekarari
Dil Diya O Duniya Ke Sab Dukh Le Liye
Dil Diya O Duniya Ke Sab Dukh Le Liye
Aankho Aankho Me Kisi Se Humne Kya Sau Dekhiye
O Diwali Ke Diye
Jo Bhi Gatha Pyar Ko Par Laga De
Kathin Hai Manjile Aasan Bana De
Rakh Diye Hai Dawar Par Dil Ke Diye
Rakh Diye Hai Dawar Par Dil Ke Diye
Bati Khule Naino Ki Dono Hai
Sajan Tere Liye O Diwali Ke Diye
O Diwali Ke Diye
O Diwali Ke Diye Tujhme Jalta Tel Hai Ya Dil Jale Unke Liye Song Lyrics from the movie/album Bilwamangal released in the year 2018 starring C H Atma, Suraiya. The song O Diwali Ke Diye Tujhme Jalta Tel Hai Ya Dil Jale Unke Liye was sung by C. H. Atma, Suraiya. This movie/album was directed by D N Madhok. The music was given by Bulo C Rani. The lyrics were Penned by D N Madhok
Share your thoughts