Nikle The Kaha Jane Ke Liye Song Lyrics from the movie/album Bahu Begum released in the year 2016 starring Ashok Kumar, Pradeep Kumar. The song Nikle The Kaha Jane Ke Liye was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by M. Sadiq. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Nikle The Kaha Jane Ke Liye Lyrics

Nikle The Kaha Jane Ke Liye,
Pahunche Hai Kaha Malum Nahi
Pahunche Hai Kaha Malum Nahi
Abb Apne Bhatkate Kadmo Ko,
Manjil Ka Nisha Malum Nahi
Manjil Ka Nisha Malum Nahi

Hamne Bhi Kabhi Ho
Hamne Bhi Kabhi Iss Gulshan Me,
Ek Khwabe Bahara Dekha Tha
Ek Khwabe Bahara Dekha Tha
Kab Phul Jhade
Kab Phul Jhade Kab Gard Udi,
Kab Aayi Khija Malum Nahi
Kab Aayi Khija Malum Nahi
Abb Apne Bhatkate Kadmo Ko,
Manjil Ka Nisha Malum Nahi
Manjil Ka Nisha Malum Nahi

Dil Shola E Gham
Dil Shola E Gham Se Khak Huwa,
Ya Aag Lagi Aramano Me
Ya Aag Lagi Aramano Me
Kya Chiz Jali
Kya Chiz Jali Kyon Sine Se
Utha Hai Dhuwa Malum Nahi
Utha Hai Dhuwa Malum Nahi
Abb Apne Bhatkate Kadmo Ko,
Manjil Ka Nisha Malum Nahi
Manjil Ka Nisha Malum Nahi

Barabad Wafa Ho
Barabad Wafa Ka Afasana
Ham Kise Kahe, Aur Kaise Kahe
Ham Kise Kahe, Aur Kaise Kahe
Khamosh Hain Lab
Khamosh Hain Lab Aur Duniya Ko
Ashko Ki Juban Malum Nahi
Ashko Ki Juban Malum Nahi

Nikle The Kaha Jane Ke Liye,
Pahunche Hai Kaha Malum Nahi
Pahunche Hai Kaha Malum Nahi
Abb Apne Bhatkate Kadmo Ko,
Manjil Ka Nisha Malum Nahi
Manjil Ka Nisha Malum Nahi.

Share your thoughts

Kumari, Asha bhosle, Kumar, Pradeep, Nagrath, Bahu begum, Ashok, Roshan, Sharma, Chitralekha, Mastkalandr, Bhagwan, Lal, Nath, Helen, Bhage, Sansar, Sahir ludhianvi, Ho, Meena, Sahir, Kedar, Indian, Ludhianvi, Se, Firte, Phirte, Hindi, Old, Gold, Bollwwood