Nazar Se Baat Karlena Labon Se Mushkura Dena

Jo Main Bechain Ho Jaau To Sine Se Laga Lena

To Sine Se Laga Lena
Mohabbat Tumko Aati Hai Mujhe Bhi Tum Sikha Dena

Yeh Dil Lag Jaye Na Tumse Kabhi Socha Nahi Tha Ye
Tumhe Milne Se Pehale Dil Kabhi Dhadka Nahi Tha Ye
Mujhe Kaise Pata Hoga Abhi Pehali Dafa Hai Ye
Tumhe Hai Chaahna Kaise Mujhe Ye Bhi Bata Dena
Mujhe Ye Bhi Bata Dena
Dhadkane Ki Adayein Bhi Tum Iss Dil Ko Sikha Dena
Nazar Se Baat Karlena Labon Se Mushkura Dena
Jo Main Bechain Ho Jaau To Sine Se Laga Lena
Nazar Se Baat Karlena Labon Se Mushkura Dena
Jo Main Bechain Ho Jaau To Sine Se Laga Lena
To Sine Se Laga Lena
Mohabbat Tumko Aati Hai Mujhe Bhi Tum Sikha Dena
Jo Main Bechain Ho Jaau To Sine Se Laga Lena
Dhadkane Ki Adayein Bhi Tum Iss Dil Ko Sikha Dena
Nazar Se Baat Karlena Labon Se Mushkura Dena
Jo Main Bechain Ho Jaau To Sine Se Laga Lena
Dhadkane Ki Adayein Bhi Tum Iss Dil Ko Sikha Dena
Nazar Se Baat Karlena Song Lyrics released in the year 2025 starring Anmol Malik. The song Nazar Se Baat Karlena was sung by Anmol Malik. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Azeem Shirazi. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts