Nazar Na Lag Jaye Song Lyrics from the movie/album Night In London released in the year 2016 starring Mala Sinha, Biswajeet. The song Nazar Na Lag Jaye was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Brij. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Nazar Na Lag Jaye Lyrics

 

O My Love
Nazar Na Lag Jaye
Kisi Ki Raahon Mein
Chhupaa Ke Rakh Loon
Aa Tujhe Nigaahon Mein
Tuu Kho Na Jaye O My Love
Nazar Na Lag Jaye
Kisi Ki Raahon Mein
Chhupaa Ke Rakh Loon Aa
Tujhe Nigaahon Mein
Tuu Kho Na Jaye O My Love

Dekh Kar Teri Tarafa Bahar
Aaja Ho Rahi Hai Bekarar
Dekh Kar Teri Tarafa Bahar
Aaja Ho Rahi Hai Bekarar
Chu Rahe Phul Yun Tuhje
Jaise Inhe Bhi Tujase Pyaar
Ye Ho Naa Jaye O My Love
Nazar Na Lag Jaye
Kisi Ki Raahon Mein
Chhupaa Ke Rakh Loon Aa
Tujhe Nigaahon Mein
Tuu Kho Na Jaye O My Love

Ai Meri Haseen Dilrubaa Mere
Dil Mein Chhup Ke Baith Jaa
Ai Meri Haseen Dilrubaa Mere
Dil Mein Chhup Ke Baith Jaa
Tujhmen Mujhmen Fark Naa
Rahe Aa Qareeb Aa Qareeb Aa
Tu Kho Na Jaye O My Love
Nazar Na Lag Jaaye
Kisi Ki Raahon Mein
Chhupaa Ke Rakh Loon Aa
Tujhe Nigaahon Mein
Tuu Kho Na Jaye
O My Love

Saamne Jo Ek Tu Na Ho Dil
Mein Koyi Aarzuu Na Ho
Saamne Jo Ek Tu Na Ho Dil
Mein Koyi Aarzuu Na Ho
Manzilen Hazaar Hon Magar
Manzilon Ki Justajuuna Ho
Ye Ho Na Jaye
O My Love O My Love
O My Love O My Love.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Laxmikant pyarelal, Night in london, Chhed milan ke geet re mitwa dj song | sheshnaag | jitendra, Chhed milan ke geet re mitwa full song | sheshnaag | jitendra, Nazar na lag jaaye kisi ki rahon mein, Mala sinha (musical artist), Mohammed rafi, Tere sang pyaar mai nahee todana lyrics, Biswajeet mala singh songs, Nazar na lag jaye kisi ki rahon mein, Biswajeet mala singh movies, Mohammed rafi (award winner), Mohammed rafi songs by mk, Na lag jaaye tere mere pyar ko