Nazar Ka Ye Paigam Diya Jo Apne Mere Naam
Nazar Ka Ye Paigam Diya Jo Apne Mere Naam
Ke Mujhko Pyar Kiya Bada Upkar Kiya
Nazar Ka Ye Paigam Diya Jo Apne Mere Naam
Ke Mujhko Pyar Kiya Bada Upkar Kiya
Nazar Ka Ye Paigam
Labo Se Apke Ikrar Ke Nagme Jo Barse Hai
Labo Se Apke Ikrar Ke Nagme Jo Barse Hai
Bataye Ke Kya Ham Ke Ye Hi Sunne Ko Tarse Hai
Tarse Hai
Hasi Hai Ye Ikrar Kaho Fir Se Zara Ek Bar
Ke Mujhko Pyar Kiya Bada Upkar Kiya
Nazar Ka Ye Paigam
Giri Ho Meri Baho Me To Fir Ab Na Sambhal Jana
Giri Ho Meri Baho Me To Fir Ab Na Sambhal Jana
Badal Kar Zindagi Meri Kahi Tum Na Badal Jana
Badal Jana
Pahna Ke Ye Zanjir Tumhare Hath Hai Takdir
Ke Mujhko Pyar Kiya Bada Upkar Kiya
Nazar Ka Ye Paigam Diya Jo Apne Mere Naam
Ke Mujhko Pyar Kiya Bada Upkar Kiya
Nazar Ka Ye Paigam
Nazar Ka Ye Paigaam Diya Jo Aapne Mere Naam Song Lyrics from the movie/album Barkha Bahar released in the year 2018 starring Navin Nischol, Rekha. The song Nazar Ka Ye Paigaam Diya Jo Aapne Mere Naam was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Amar Kumar. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts