Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Mujhe Bakhsh Di Aapne Zindagaani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Jawani Ki Jalti Hui Dopahar Me
Ye Julfo Ke Saye Ghanere Ghanere
Ajab Dhup Chhanv Ka Aalam Hai Taari
Mahkta Ujala Chamakte Andhere
Zami Ki Faza Ho Gayi Aasmani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Mujhe Bakhsh Di Aapne Zindagaani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Labo Ki Ye Kaliya Khili Adh Khili Si
Ye Makhnur Aankhe Gulabi Gulabi
Badan Kaa Ye Kundan Sunaharaa Sunaharaa
Ye Kad Hai Ki Chhuti Huyi Maahtabi
Humesha Salamat Rahe Ye Jawani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Mujhe Bakhsh Di Aapne Zindagaani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Ye Lahra Ke Chalne Ki Jaalim Adaye
Fizao Me Shokhi Ghuli Ja Rahi Hai
Najar Jis Taraf Bhi Uthai Hai Tumne
Udhar Ek Bijli Giri Ja Rahi Hai
Jise Dekh Lo Tum Na Maange Wo Pani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Mujhe Bakhsh Di Aapne Zindagaani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Nawazish Karam Shukriya Meharbani
Nawaazish Karam Shukriyaa Meharabaani Song Lyrics from the movie/album The Finest Ghazals of Mehdi Hassan (Non-Film) released in the year 2018. The song Nawaazish Karam Shukriyaa Meharabaani was sung by Mehdi Hassan. The music was given by A Hameed
Share your thoughts