Nashe Me Jo Daulat Ke Hum Dagmagaye
Nashe Me Jo Daulat Ke Hum Dagmagaye
Jamana Ye Samjha Ke Hum Pi Ke Aaye
Hum Pi Ke Aaye Hum Pi Ke Aaye
Koi Sone Chandi Ki Basti Me Khoye
Magar Hum Mohabbat Ki Masti Me Khoye
Najar Bahaki Bahaki Kadam Ladkhadaye
Jamana Ye Samjha Ke Hum Pi Ke Aaye
Hum Pi Ke Aaye Hum Pi Ke Aaye
Azab Rang Gulshan Ke Sarkar Dekhe
Jaha Phul Dekhe Wahi Khare Dekhe
Kabhi Ro Diye Hum Sabhi Muskuraye
Jamana Ye Samjha Ke Hum Pi Ke Aaye
Hum Pi Ke Aaye Hum Pi Ke Aaye
Nashe Me Jo Daulat Ke Hum Dagmagaye Zamana Ye Samjha Ke Song Lyrics from the movie/album Sitara released in the year 2018 starring Pradeep Kumar, Vyjayantimala. The song Nashe Me Jo Daulat Ke Hum Dagmagaye Zamana Ye Samjha Ke was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by S K Ojha. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni
Share your thoughts