Nakharedaar Banno – (3)
Aayi Piya Nakharedaar Banno, Aayi Piya
Mehake Saari Ratiya Juhi Piya – (2)
Yeh Pyaari Si Dulhan
Hmm Hmm Hmm… Aa Aa Aa….
Haan Yeh Pyaari Si Dulhan Kaisi Piya
Pyaari Si Dulhan Kaisi Piya
Jaise Bijuri Chamak Gayi Haan Haan Piya – (2)
Iss Banni Ka Ghungat -2 Kaisa Piya
Iss Banni Ka Ghungat Kaisa Piya
Jaise Chanda Pe Badara Haan Haan Piya – (2)
Iss Dulhan Ki Akhiya
Iss Dulhan Ki Akhiya Haay Akhiya
Iss Dulhan Ki Akhiya Kaisi Piya – (2)
Jaise Jungle Ki Hirani More Piya – (2)
Iss Banno Ki Batiya, Haan Iss Banno Ki Batiya Kaisi Piya
Iss Banno Ki Batiya Kaisi Piya
Jaise Chudi Khanak Gayi Haan Haan Piya – (2)
Nakharedaar Banno Aayi Piya – (2)
Mehake Saari Ratiya Juhi Piya – (2)
Nakharedaar Banno Aayi Piya Haan
Nakharedaar Banno Aayi Piya – (2)
Mehake Saari Ratiya Juhi Piya – (2)
Yeh Pyaari Si Dulhan, Haan Yeh Pyaari Si Dulhan Kaisi Piya
Yeh Pyaari Si Dulhan Kaisi Piya
Jaise Bijuri Chamak Gayi Haan Haan Piya – (2)
Nakharedaar Banno
Nakharedaar Banno Aayi Piya (nakharedaar Banno…)
Mehake Saari Ratiya Juhi Piya – (2)
Nakharedaar Banno Aayi Piya (nakharedaar Banno…)
Nakharedaar Banno Song Lyrics from the movie/album Sehar (2005). The song Nakharedaar Banno was sung by Shubha Mudgal. The music was given by Daniel George
Share your thoughts