Naino Se Mad Madira Pilakar Song Lyrics from the movie/album Ghunghat released in the year 2018. The song Naino Se Mad Madira Pilakar was sung by Nirmala Devi, Mohammed Rafi. The music was given by Shankar Rao Vyas. The lyrics were Penned by Ramesh Gupta

Naino Se Mad Madira Pilakar Lyrics

Naino Se Mad Madira Pilakar
Naino Se Mad Madira Pilakar
Tumne Haye Tumne
Hume Mastana Kiya
Apna Banakar Tumne Humko
Duniya Se Begana Kiya
Apna Banakar Tumne Humko
Duniya Se Begana Kiya

Ye Prem Hai Kya
Jakar Puchho
Koi Shama Ke Us Diwane Se
Koi Shama Ke Us Diwane Se
Jalne Me Maza Aata Hai Kya
Puchho Koi Parwane Se
Jalne Me Maza Aata Hai Kya
Puchho Koi Parwane Se
Humne To Aadesh Pe Uske
Dil Apna Nazrana Kiya
Ha Dil Apna Nazrana Kiya
Apna Banakar Tumne Humko
Duniya Se Begana Kiya
Apna Banakar Tumne Humko
Duniya Se Begana Kiya

Dilwale
Dilwale Hardum Hanste Hanste
Dil Ka Sauda Karte Hai
Ha Dil Ka Sauda Karte Hai
Anjam Ki Kya Parwah Unko
Wo Nahi Maut Se Darte Hai
Anjam Ki Kya Parwah Unko
Wo Nahi Maut Se Darte Hai
Humne Bhi Kisi Dilbar Ke Dil Se
Aashno Ye Ada Na Kiya
Aashno Ye Ada Na Kiya
Apna Banakar Tumne Humko
Duniya Se Begana Kiya
Apna Banakar Tumne Humko
Duniya Se Begana Kiya

Kya Aan Nayi
Kya Shan Nayi
Kya Aan Nayi
Kya Shan Nayi
Kya Ada Nirali
Bato Ki
Kya Ada Nirali
Bato Ki
Nas Nas Me Bijli Daud Gayi
Ye Harkat Hai In Hatho Ki
Nas Nas Me Bijli Daud Gayi
Ye Harkat Hai In Hatho Ki
Hum Kaap Rahe
Ab Tak Dekho
Hum Kaap Rahe
Ab Tak Dekho
Itna Humko Hairan Kiya
Itna Humko Hairan Kiya
Apna Banakar Tumne
Ha Tumne
Na Na Tumne
Apna Banakar Tumne Humko
Duniya Se Begana Kiya
Apna Banakar Tumne Humko
Duniya Se Begana Kiya

Share your thoughts

Ghunghat, Nirmala devi, Naino, Madira, Nirmila, Man ke chor mor aaye balam pardesi, Masanvi, Rafi, Talat, Suraiya, Asha, Devi, Film, Arif, Ghayeja, Rehmaather, Mohd, Old songs, Zahid, Mukesh, Se, By