Na Tum Ne Kiya Na Maine Song Lyrics from the movie/album Naache Mayuri released in the year 2016 starring Sudha Chandran, Shekhar Suman. The song Na Tum Ne Kiya Na Maine was sung by Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Rama Rao Tatineni. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to T-Series

Na Tum Ne Kiya Na Maine Lyrics

Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya
Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya
Per Hona Tha Pyar
Pyar Pyar Ho Gaya
Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya
Per Hona Tha Pyar
Pyar Pyar Ho Gaya

Na Tum Ne Diya
Na Maine Diya
Per Tera Mera
Mera Tera Mera
Tera Dono Ka Dil Kho Gaya
Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya

Birha Ka Mara
Papiha Pukara
Phoolo Ki Kaliyo Mein
Jaga Jaga Kya
Phoolo Ki Kaliyo Mein
Jaga Jaga Kya
Bhawro Ne Khilyo
Se Jane Kya Kaha
Tum Ne Suna
Na Maine Suna
Maine Suna

Na Tum Ne Suna
Na Maine Suna
Ankho Ki Neend Din
Ka Chain Kho Gaya

Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya
Ye Dil Dhadkan
Hamari Hai
Dusman Is Dil Ki
Awaj Pehchante Hain
Ye Dil Dhadkan
Hamari Hai
Dusman Is Dil Ki
Awaj Pehchante Hain
Lagta Hai Ye Raaz
Sab Jante Hai

Na Tum Ne Kaha
Na Maine Kaha
Sare Jaha Ko
Pata Ho Gaya
Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya
Hai Pyar Sab Kuch
Na Tum Socho Ab Kuch
Hai Pyar Sab Kuch
Na Tum Socho Ab Kuch
Labo Pe Na Aaye
Vo Naam Hai Ye

Ye Pyar Kya Hain
Ek Jam Hain Ye
Na Tum Ne Piya
Na Maine Piya
Phir Bhi Ye Kaisa
Nasha Ho Gaya
Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya
Per Hona Tha Pyar
Pyar Pyar Ho Gaya
Na Tum Ne Diya
Na Maine Diya
Per Tera Mera
Mera Tera Mera
Tera Dono Ka Dil Kho Gaya

Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya
Na Tum Ne Kiya
Na Maine Kiya.

Share your thoughts

No Keywords