Na Mangun Sona Chandi Song Lyrics from the movie/album Bobby released in the year 2016 starring Rishi Kapoor, Dimple Kapadia. The song Na Mangun Sona Chandi was sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Shailendra Singh. This movie/album was directed by Raj Kapoor. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Vithalbhai Patel. The music rights for song purely belongs to Shemaroo

Na Mangun Sona Chandi Lyrics

Na Chaahoon Sona Chaandi
Na Chaahoon Heera Moti
Yeh Mere Kis Kaam Ke
Na Maangoon Bangla Baadi
Na Maangoon Ghoda Gaadi
Yeh To Hain Bas Naam Ke
Deti Hai Dil De Badle Mein Dil Ke
Deti Hai Dil De Badle Mein Dil Ke
Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin
Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin

Na Chaahoon Sona Chaandi
Na Chaahoon Heera Moti
Yeh Mere Kis Kaam Ke
Na Maangoon Bangla Baadi
Na Maangoon Ghoda Gaadi
Yeh To Hain Bas Naam Ke
Deta Hai Dil De Badle Mein Dil Ke
Deta Hai Dil De Badle Mein Dil Ke

Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin
Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin
Na Jaanoon Mulla Kaji
Na Jaanoon Kaaba Kashi
Main To Hoon Prem Pyaasa Re
Mere Sapnon Ki Rani
Hogi Tumko Hairaani
Main To Tera Deewaana Re
Deti Hai Dil De Badle Mein Dil Ke
Deti Hai Dil De Badle Mein Dil Ke

Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin
Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Ghe Re Saahiba
Pyaar Mein Sauda Nahin
Pyaar Mein Sauda Nahin.

Share your thoughts

No Keywords