Mukhda Baalam Ka
Mukhda Baalam Ka Chanda Ko Sharmaye
Aa Man Me Aag Lagaye
Ha Mukhda Baalam Ka
Mukhda Baalam Ka
Mukhda Baalam Ka Chanda Ko Sharmaye
Aa Man Me Aag Lagaye
Ha Mukhda Baalam Ka
Dhire Dhire Malu Chunariya Aur Sochu Ye Baat
Dhire Dhire Malu Chunariya Aur Sochu Ye Baat
Meri Gali Jo Aaye Baalam Wahi Pakad Lu Hath
Meri Gali Jo Aaye Baalam Wahi Pakad Lu Hath
Ha Mukhda Baalam Ka
Mukhda Baalam Ka Chanda Ko Sharmaye
Aa Man Me Aag Lagaye
Ha Mukhda Baalam Ka
Bin Puchhe Nirmohi Mere Man Me Bas Gaya Aake
Bin Puchhe Nirmohi Mere Man Me Bas Gaya Aake
Ha Jate Jate De Gaya Aahe
Jate Jate De Gaya Aahe
Haye Tikhe Haye Tikhe Nain Milake
Ha Mukhda Baalam Ka
Mukhda Baalam Ka Chanda Ko Sharmaye
Aa Man Me Aag Lagaye
Ha Mukhda Baalam Ka
Rut Mastani Kahe Kahani Mera Man Bahlaye
Rut Mastani Kahe Kahani Mera Man Bahlaye
Sunkar Naam Balam Ka Manwa Hath Se Nikla Jaye
Sunkar Naam Balam Ka Manwa Hath Se Nikla Jaye
Ha Mukhda Baalam Ka
Mukhda Baalam Ka Chanda Ko Sharmaye
Aa Man Me Aag Lagaye
Ha Mukhda Baalam Ka
Mukhda Balam Ka Chand Ko Sharmaye Song Lyrics from the movie/album Mukhda released in the year 2018 starring Satish, Kuldip Kaur. The song Mukhda Balam Ka Chand Ko Sharmaye was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Roop K Shrey. The music was given by Vinod. The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri
Share your thoughts