Unche Gagan Me Udne Ka Sapna
Hatheli Se Badal Ko Chhune Ke Armaa
Unche Gagan Me Udne Ka Sapna
Hatheli Se Badal Ko Chhune Ke Armaa
Unche Gagan Me Udne Ka Sapna
Hatheli Se Badal Ko Chhune Ke Armaa
Mujhko Mitana In Faaslo Ko
Mujhe Pankh De Do
Mujhe Pankh De Do
Kal Kal Karti Nadiya
Mere Ghar Se Kyu Na Gujre
Rimjhim Rimjhim Sheetal Sawan
Angna Kyu Na Barse
Badalna Hai Sadiyo Ke In Silsile Ko
Mujhe Pankh De Do
Mujhe Pankh De Do
Mere Talvo Ke Niche
Oas Kyu Na Muskaye
Chehre Par Ek Dhuli Dhuli Si Kiran
Kyu Na Lahraye
Aazad Kar Do Mere Kaafilo Ko
Mujhe Pankh De Do
Mujhe Pankh De Do
Mujhe Pankh De Do
Mujhe Pankh De Do
Mujhe Pankh De Do
Mujhe Pankh De Do
Mujhe Pankh De Do(Women For Change) Song Lyrics from the movie/album Women For Change released in the year 2018. The song Mujhe Pankh De Do(Women For Change) was sung by Shubha Mudgal. The music was given by Shubha Mudgal. The lyrics were Penned by Prasoon Joshi
Share your thoughts