Mohabbat Ki Khushi Do Din Ki
Aur Gham Jindagi Bhar Ke
Ye Jina Koi Jina Hai
Jiye Jate Hai Mar Mar Ke
Kabhi Khamosh Ho Jana
Kabhi Fariyad Kar Lena Magar Us Bewfa Ko
Chupke Chupke Yaad Kar Lena
Ho Chupkar Yaad Kar Lena
Kabhi Khamosh Ho Jana
Kabhi Fariyad Kar Lena Magar Us Bewfa Ko
Chupke Chupke Yaad Kar Lena
Ho Chupkar Yaad Kar Lena
Judai Me Kisi Ki
Do Hi Bate Achi Lagti Hai
Judai Me Kisi Ki
Do Hi Bate Achi Lagti Hai
Mili Rone Se Jab Fursat
Mili Rone Se Jab Fursat
To Unko Yaad Kar Lena
Ho Chupkar Yaad Kar Lena
Kabhi Khamosh Ho Jana
Kabhi Fariyad Kar Lena Magar Us Bewfa Ko
Chupke Chupke Yaad Kar Lena
Ho Chupkar Yaad Kar Lena
Mere Bichade Huye Sathi
Mujhe Barbad Rehne De
Mere Bichade Huye Sathi
Mujhe Barbad Rehne De
Tu Apne Pyar Ki Duniya
Tu Apne Pyar Ki Duniya
Kahi Aabad Kar Lena
Kahi Aabad Kar Lena
Kabhi Khamosh Ho Jana
Kabhi Fariyad Kar Lena Magar Us Bewfa Ko
Chupke Chupke Yaad Kar Lena
Ho Chupkar Yaad Kar Lena
Mohabbat Ki Khushi Do Din Ki (Kabhi Khamosh Ho Jana, Kabhi Fariyad Kar Lena) Song Lyrics from the movie/album Patanga released in the year 2018 starring Nigar Sultana, Yakub. The song Mohabbat Ki Khushi Do Din Ki (Kabhi Khamosh Ho Jana, Kabhi Fariyad Kar Lena) was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by H S Rawail. The music was given by Chitalkar Ramchandra. The lyrics were Penned by Rajindra Krishan
Share your thoughts