Mohabbat Ki Kahaniyan Song Lyrics from the movie/album Woh Din Yaad Karo released in the year 2015 starring Sanjay Khan, Nanda. The song Mohabbat Ki Kahaniyan was sung by Lata Mangeshkar, Talat Mahmood. This movie/album was directed by K. Amarnath. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics

Mohabbat Ki Kahaniyan
Sunane Lagi Hai Jawaniyan
Mohabbat Ki Kahaniyan
Sunane Lagi Hai Jawaniyan
Humare Tumhare Pyar Pe
Khuda Ki Rahe Meharbaniya
Mohabbat Ki Kahaniyan
Sunane Lagi Hai Jawaniyan
Humare Tumhare Pyar Pe
Khuda Ki Rahe Meharbaniya
Mohabbat Ki Kahaniyan

Yeh Kisse Nigahe Yaar Ke
Yeh Dhadkan Dile Bekarar Ke
Yeh Kisse Nigahe Yaar Ke
Yeh Dhadkan Dile Bekarar Ke
Yeh Subah Tumhari Yaad Ki
Yeh Shame Suhani Bahar Ki
Tumhari Mohabbat Mein
Sanam Mili Hai Hume Yeh Nishaniya
Humare Tumhare Pyar Pe
Khuda Ki Rahe Meharbaniya
Mohabbat Ki Kahaniyan

Baharo Ne Aake Nind Se
Sabhi Khoye Armaan Jaga Diye
Baharo Ne Aake Nind Se
Sabhi Khoye Armaan Jaga Diye
Dhadakta Raha Dil Raat Bhar
Hume Wo Fasane Suna Diye
Koi Aur Sun Le Baat Yeh
To Kya Kya Na Ho Batgumaniyan
Mohabbat Ki Kahaniyan
Sunane Lagi Hai Jawaniyan
Mohabbat Ki Kahaniyan

Zamana Na Hum Se Chhin Le
Yeh Daulat Tumhare Naam Ki
Zamana Na Hum Se Chhin Le
Yeh Daulat Tumhare Naam Ki
Nigaho Se Dekhe Hum Kabhi
Na Surat Judai Ki Sham Ki
Rahe Yu Hamesha Sath Hum
Rahe Na Rahe Zindganiya
Mohabbat Ki Kahaniyan
Sunane Lagi Hai Jawaniyann
Humare Tumhare Pyar Pe
Khuda Ki Rahe Meharbaniya
Mohabbat Ki Kahaniyan.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Laxmikant pyarelal, Aaj kal yaad kuchh aur rehta nahin hindi lyrics, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar song, Sanjay khan movie song, Sanjay khan, Mehmood, Sanjh sawere adharon madhavi movie song, Nanda, Soham rockstar entertainment, Aaj kal yaad kuch aur rehta nahin, Aaj kal yaad kuch aur rehta nahi, Sanjh sawere adharon song, Woh jab yaad aaye, Rishi kapoor movies, Soham rockstar music, Romantic hindi songs, Woh din yaad karo (1971), Hemantkumar musical group, Shashikala