Miya Mera Bada Beimaan Song Lyrics from the movie/album Ek Saal released in the year 2016 starring Ashok Kumar, Madhubala. The song Miya Mera Bada Beimaan was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), S.Balbir. This movie/album was directed by Devendra Goel. The music was given by Ravi Shankar Sharma (Ravi). The lyrics were Penned by Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Miya Mera Bada Beimaan Lyrics

Arre Suno Re Suno Re Suno
Suno Re Suno Re Suno Suno Re
Ae Koi Mat Suno Bhai
Ye Zara Ghar Ka Maamla Hai

Miya Mera Bada Beimaan
Meri Nikli Re Kismat Khoti
Ke Haay Main To Mar Gayi Re
Sad Gayi Re Main
Kiske Palle Pad Gayi Re

Biwi Meri Badi Meharmaan
Mujhe Mile Na Ghar Me Roti
Ye Roz Kare Khatpat Re
Kahe Pare Hat Re
Mere Peeche Peeche Daude
Dekho Liye Lathh Re

Mere Baap Ki Khaaye
Tu Kamaayi Re Balam
Baitha Ghar Me Tu
Ban Ke Jamaai Re Balam
Toone Aisi Kari Safaai Re Balam
Na Lotaa Raha Na Thaali
Are Wah Meri Gharwaali
Shauhar Hoon Tera Naukar To Nahin
Johny Walker Hoon Joker To Nahin
Tu Biwi Meri Daftar To Nahin
Zara Sochh Ke Dena Gaali
Koi Ise Samjhaao Re Logon
Akal Hai Iski Moti
Ye Roz Kare Khatpat Re
Kahe Pare Hat Re
Mere Peeche Peeche Daude
Dekho Liye Lathh Re
Miya Mera Bada Beimaan
Meri Nikli Re Kismat Khoti
Ke Haay Main To Mar Gayi Re
Sad Gayi Re
Ye Kiske Palle Pad Gayi Re

Main Aa Gayi Tujh Se Tang Re
Tu Roz Kare Hai Jang Re
Ab Rahoon Na Tere Sang Re
Tu Kaahe Bada Nikhattoo
Hmm Hmm Hmm Hmm
Bigadti Kyun Ho
Maana Ke Ham Hain Nikhattoo
Phir Bhi Tum Par Hain Lattoo
Jab Tak The Kunwaare Achche The
Ab To Bhaade Ke Tattoo
Chaahe Lagaa De Phaansi Hamko
Daal Gale Me Topi Haay Haay
Main To Mar Gayi Re Sad Gayi Re
Ye Kiske Palle Pad Gayi Re
Biwi Meri Badi Meharmaan
Mujhe Mile Na Ghar Me Roti
Ye Roz Kare Khatpat Re
Kahe Pare Hat Re
Mere Peeche Peeche Daude
Dekho Liye Lathh Re

Miya Mera Bada Meharbaan
Nahin Iski Kismat Phooti
Ke Ab Nahin Khatpat Re
Hato Jhatpat Re
Arre Jaao Bhai Ghar
Jaao Chatpat Re Miya Mera
Biwi Meri O Miya Mera
Biwi Meri .

Share your thoughts

Qatal hua nazon ka pala mera, Gori chalo na hans ki chaal, Main rangeela pyar ka rahi, Jana tumhare pyar mein, Aaja meri jaan yeh hai june ka mahina, Yeh purnoor chehra yeh dilkash ada, Dushman hai zamana thenge se, Tu jane ya na jane tum jaoge jahan, De data ke naam tujhko allah rakhe, Woh din yaad karo, Jaane na dunga na jaane dunga, Keh gaye father ibrahim, Mehmood ali songs, 60s hindi songs, Best of mehmood songs, Mehmood songs, Mehmood songs collection